Songs# :

Ye Ladki Hay Allah, Hay Hay Re Allah lyrics in English, Hindi - Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001) | Udit Narayan | Alka Yagnik

Ye Ladki Hay Allah, Hay Hay Re Allah song is Bollywood, Hindi song from movie Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001) sung by Udit Narayan, Alka Yagnik. Ye Ladki Hay Allah, Hay Hay Re Allah lyrics of this song is penned down by Sameer while music of the song is given by Jatin Lalit.

Ye Ladki Hay Allah, Hay Hay Re Allah song details

Song : Ye Ladki Hay Allah, Hay Hay Re Allah
Movie : Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001)
Singer(s) : Udit Narayan, Alka Yagnik
Composer(s) : Jatin Lalit
Lyricist(s) : Sameer
Views: 15

Ye Ladki Hay Allah, Hay Hay Re Allah lyrics

Ye Ladki Hay Allah, Hay Hay Re Allah lyrics in

                        
Banno ki mehandi kya kehna, banno kaa joda kya kehna
Banno lage hai phulo kaa gehna, banno ki aankhe kajrari
Banno lage sab se pyari, banno pe jau mai wari wari
Banno ki saheli resham ki dori
Chhup chhupke sharmaye dekhe chori chori 
Banno ki saheli resham ki dori
Chhup chhupke sharmaye dekhe chori chori
Yeh mane ya naa mane mai toh ispe mar gaya
Ye ladki hay allah, hay hay re allah 
Ye ladki hai allah, hay hay re allah 

Babul ki galiya na chhadke jana, pagal divana isko samjhana 
Babul ki galiya na chhadke jana, pagal divana isko samjhana 
Dekho ji dekho yeh toh mere pichhe pad gaya
Yeh ladka hay allah, hay hay re allah 
Yeh ladka hay allah, hay hay re allah 

Lab kahe naa kahe, bolati hai najar
Pyar nahi chhupta, yaar chhupane se 
Pyar nahi chhupta, yaar chhupane se 
Ha rup ghunghat me ho toh suhana lage
Baat nahi banati, yaar batane se
Yeh dil ki baate dil hi jane ya jane khuda
Yeh ladki hay allah, hay hay re allah
Yeh ladka hay allah, hay hay re allah 

Mangne se kabhi hath milta nahi
Jodiya banati hai pehle se sab ki
Jodiya banati hai pehle se sab ki
Ho, leke barat ghar tere aaunga mai
Meri nahi yeh toh marji hai rab kee
Are ja re ja yeh jhuthi muthi baate naa bana
Yeh ladka hai allah, hay hay re allah
Yeh ladka hai allah, hay hay re allah

Banno ki saheli resham ki dori
Chhup chhupke sharmaye dekhe chori chori
Babul ki galiya na chhadke jana, pagal divana isko samjhana
Yeh mane ya naa mane mai toh ispe mar gaya
Yeh ladki yeh ladki hay allah, hay hay re allah 
Yeh ladka hai allah, hay hay re allah
Yeh ladki hay allah, hay hay re allah 
Yeh ladka hai allah, hay hay re allah
                    

Lyrics by : Sameer



Found Any mistake in Lyrics ? Please comment below in the Comment box.

FAQ about "Ye Ladki Hay Allah, Hay Hay Re Allah" song

Question: Who is the singer of "Ye Ladki Hay Allah, Hay Hay Re Allah" song?

Ans: "Ye Ladki Hay Allah, Hay Hay Re Allah" song is sung by Udit Narayan, Alka Yagnik.

Question: Who is the composer of "Ye Ladki Hay Allah, Hay Hay Re Allah" song?

Ans: "Ye Ladki Hay Allah, Hay Hay Re Allah" song music composed by Jatin Lalit.

Question: Who is the lyricist of "Ye Ladki Hay Allah, Hay Hay Re Allah" song?

Ans: Sameer written the lyrics of "Ye Ladki Hay Allah, Hay Hay Re Allah".

Question: What is the name of "Ye Ladki Hay Allah, Hay Hay Re Allah" song movie?

Ans: "Ye Ladki Hay Allah, Hay Hay Re Allah" song is from movie "Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001)".

"Ye Ladki Hay Allah, Hay Hay Re Allah" गाने के बारे में अक्सर पूछे जाने वाले प्रश्न

प्रश्न: "Ye Ladki Hay Allah, Hay Hay Re Allah" गाने के गायक कौन हैं?

उत्तर: "Ye Ladki Hay Allah, Hay Hay Re Allah" गाना Udit Narayan, Alka Yagnik ने गाया है।

प्रश्न: "Ye Ladki Hay Allah, Hay Hay Re Allah" गीत के संगीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Ye Ladki Hay Allah, Hay Hay Re Allah" गीत का संगीत Jatin Lalit द्वारा रचित है।

प्रश्न: "Ye Ladki Hay Allah, Hay Hay Re Allah" गीत के गीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Ye Ladki Hay Allah, Hay Hay Re Allah" के गीत Sameer ने लिखे है।

प्रश्न: "Ye Ladki Hay Allah, Hay Hay Re Allah" गाने वाली फिल्म का नाम क्या है?

उत्तर: "Ye Ladki Hay Allah, Hay Hay Re Allah" गाना फिल्म "Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001)" से है।

More songs you may like by singer Udit Narayan

More songs you may like by singer Alka Yagnik

More songs you may like by composer Jatin Lalit

More songs you may like by lyricist Sameer

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *