Songs# :

Ye Katha Bhakt Bhagwan Ki lyrics in English, Hindi - Ram Bhakt Vibhishan (1958) | Kavi Pradeep

Ye Katha Bhakt Bhagwan Ki song is Bollywood, Hindi song from movie Ram Bhakt Vibhishan (1958) sung by Kavi Pradeep. Ye Katha Bhakt Bhagwan Ki lyrics of this song is penned down by Saraswati Kumar Deepak while music of the song is given by Ajit Merchant.

Ye Katha Bhakt Bhagwan Ki song details

Song : Ye Katha Bhakt Bhagwan Ki
Movie : Ram Bhakt Vibhishan (1958)
Singer(s) : Kavi Pradeep
Composer(s) : Ajit Merchant
Lyricist(s) : Saraswati Kumar Deepak
Views: 14

Ye Katha Bhakt Bhagwan Ki lyrics

Ye Katha Bhakt Bhagwan Ki lyrics in

                        
Ye katha bhakt bhagwan ki ye katha bhakt bhagwan ki
Bhagwan ko chinta rehti hai bhakto ke kalyan ki
Ye katha bhakt bhagwan ki ye katha bhakt bhagwan ki

Jab jab bhid padi bhakto par prabhu ne aan ubhara
Bal bhakt parhlad ko hari ne narsingh banker tara
Bhakto ke karan aate hai kayadar insan ki
Ye katha bhakt bhagwan ki ye katha bhakt bhagwan ki

Tareta yug me jab ravan ne tribuvan ko dahlaya
Veer sindhu tajdeer bandhu ne nar ka roop banaya
Bhakt vibishan ka dukh harne chale raam aur janki
Ye katha bhakt bhagwan ki ye katha bhakt bhagwan ki

Site site hey site sun prankuti akulaayi
Prankuti ke sath hui thi suni kutiya pran ki
Ye katha bhakt bhagwan ki ye katha bhakt bhagwan ki

Kehde na bhagwan se jakar ab na kare ve deri
Agar nahi aa paye to hogi yaha rakh ki deri
Hai mujhko har ghadi partiksha bhagwan ki muskan ki
Ye katha bhakt bhagwan ki ye katha bhakt bhagwan ki

Ye katha bhakt bhagwan ki ye katha bhakt bhagwan ki
Bhagwan ko chinta rehti hai bhakto ke kalyan ki
Ye katha bhakt bhagwan ki ye katha bhakt bhagwan ki
Dharam ja raha punya ja raha lanka neer bahati
Aaj abhaga diya chhod ke dur ho rahi bati
Nahi khabar thi ravan ko kya
Nahi khabar thi ravan ko kya takat prabhu ke maan ki
Ye katha bhakt bhagwan ki ye katha bhakt bhagwan ki

Teen lok se nyari mahima do aksar ke naam ki
Do aksar ke naam ki tair rahe pathar pani par
Ye leela hai raam ki tair rahe pathar pani par
Ye leela hai raam ki mahima ved puran sunate
Mahima ved puran sunate mahima ved puran sunate
Bhagwan ke vardan ki ye katha bhakt bhagwan ki
Ye katha bhakt bhagwan ki

Bhakt vibishan ne bhishan bankar
Kiya anupan tyag re kiya anupan tyag
Chada diya parbhu ke charno pe
Jivan ka anurag jivan ka anurag
Likhi bhakt ne putra rakt se
Likhi bhakt ne putra rakt se
Ye gatha balidan ki
Ye katha bhakt bhagwan ki
Ye katha bhakt bhagwan ki
                    

Lyrics by : Saraswati Kumar Deepak



Found Any mistake in Lyrics ? Please comment below in the Comment box.

FAQ about "Ye Katha Bhakt Bhagwan Ki" song

Question: Who is the singer of "Ye Katha Bhakt Bhagwan Ki" song?

Ans: "Ye Katha Bhakt Bhagwan Ki" song is sung by Kavi Pradeep.

Question: Who is the composer of "Ye Katha Bhakt Bhagwan Ki" song?

Ans: "Ye Katha Bhakt Bhagwan Ki" song music composed by Ajit Merchant.

Question: Who is the lyricist of "Ye Katha Bhakt Bhagwan Ki" song?

Ans: Saraswati Kumar Deepak written the lyrics of "Ye Katha Bhakt Bhagwan Ki".

Question: What is the name of "Ye Katha Bhakt Bhagwan Ki" song movie?

Ans: "Ye Katha Bhakt Bhagwan Ki" song is from movie "Ram Bhakt Vibhishan (1958)".

"Ye Katha Bhakt Bhagwan Ki" गाने के बारे में अक्सर पूछे जाने वाले प्रश्न

प्रश्न: "Ye Katha Bhakt Bhagwan Ki" गाने के गायक कौन हैं?

उत्तर: "Ye Katha Bhakt Bhagwan Ki" गाना Kavi Pradeep ने गाया है।

प्रश्न: "Ye Katha Bhakt Bhagwan Ki" गीत के संगीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Ye Katha Bhakt Bhagwan Ki" गीत का संगीत Ajit Merchant द्वारा रचित है।

प्रश्न: "Ye Katha Bhakt Bhagwan Ki" गीत के गीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Ye Katha Bhakt Bhagwan Ki" के गीत Saraswati Kumar Deepak ने लिखे है।

प्रश्न: "Ye Katha Bhakt Bhagwan Ki" गाने वाली फिल्म का नाम क्या है?

उत्तर: "Ye Katha Bhakt Bhagwan Ki" गाना फिल्म "Ram Bhakt Vibhishan (1958)" से है।

More songs you may like by singer Kavi Pradeep

More songs you may like by composer Ajit Merchant

More songs you may like by lyricist Saraswati Kumar Deepak

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *