Songs# :

Yaaron Ka Pyar Liye Nakhre Hazaar Lie lyrics in English, Hindi - Kali Topi Lal Rumal (1959) | Mohammed Rafi | Asha Bhosle

Yaaron Ka Pyar Liye Nakhre Hazaar Lie song is Bollywood, Hindi song from movie Kali Topi Lal Rumal (1959) sung by Mohammed Rafi, Asha Bhosle. Yaaron Ka Pyar Liye Nakhre Hazaar Lie lyrics of this song is penned down by Majrooh Sultanpuri while music of the song is given by Chitragupt.

Yaaron Ka Pyar Liye Nakhre Hazaar Lie song details

Song : Yaaron Ka Pyar Liye Nakhre Hazaar Lie
Movie : Kali Topi Lal Rumal (1959)
Singer(s) : Mohammed Rafi, Asha Bhosle
Composer(s) : Chitragupt
Lyricist(s) : Majrooh Sultanpuri
Views: 15

Yaaron Ka Pyar Liye Nakhre Hazaar Lie lyrics

Yaaron Ka Pyar Liye Nakhre Hazaar Lie lyrics in

                        
Yaaron ka pyaar liye nakhre hazaar liye
Jaati hai gori bulaao re koi 
Yaaron ka pyaar liye nakhre hazaar liye
Jaati hai gori bulaao re koi
Ulajhe se baal waala laal laal rumaal waala
Chhede hai mohe bachaao re koyi
Ulajhe se baal vaala laal laal rumaal vaala
Chhede hai mohe bachaao re koyi

De dunga jaan mai to aaj teri chaah mein
Dekho mai let gaya let gaya raah mein
De dunga jaan mai to aaj teri chaah mein
Dekho mai let gaya let gaya raah mein
Haay na koyi laaj na sharm hai nigaah mein
Haay na koyi laaj na sharm hai nigaah mein
Raste ka patthar hataao re koi
Yaaro ka pyaar liye nakhre hazaar liye
Jaati hai gori bulaao re koi 

Bich baazaar mere gale pad jaaye hai
Chhora bekaar me divaana bana jaaye hai
Bich baazaar mere gale pad jaaye hai
Chhora bekaar me diwana bana jaaye hai
Majnu ka pyaar dekho laila thukaraye hai
Majnu ka pyaar dekho laila thukaraye hai
Laila ko majnu banaao re koyi
Ulajhe se baal vaala laal laal rumaal waala
Chhede hai mohe bachaao re koi

Phir ek baar gori dekh zara phir ke
Nakharo ki bhid me mai rah gaya ghir ke
Phir ek baar gori dekh zara phir ke
Nakharo ki bhid me mai rah gaya ghir ke
Oy thodi si dur chala ruk gaya phir se
Oy thodi si dur chala ruk gaya phir se
Chhakade ko motar banaao re koi
Yaaron ka pyaar liye nakhre hazaar liye
Jaati hai gori bulaao re koi
Ulajhe se baal vaala laal laal rumaal waala
Chhede hai mohe bachaao re koi
                    

Lyrics by : Majrooh Sultanpuri



Found Any mistake in Lyrics ? Please comment below in the Comment box.

FAQ about "Yaaron Ka Pyar Liye Nakhre Hazaar Lie" song

Question: Who is the singer of "Yaaron Ka Pyar Liye Nakhre Hazaar Lie" song?

Ans: "Yaaron Ka Pyar Liye Nakhre Hazaar Lie" song is sung by Mohammed Rafi, Asha Bhosle.

Question: Who is the composer of "Yaaron Ka Pyar Liye Nakhre Hazaar Lie" song?

Ans: "Yaaron Ka Pyar Liye Nakhre Hazaar Lie" song music composed by Chitragupt.

Question: Who is the lyricist of "Yaaron Ka Pyar Liye Nakhre Hazaar Lie" song?

Ans: Majrooh Sultanpuri written the lyrics of "Yaaron Ka Pyar Liye Nakhre Hazaar Lie".

Question: What is the name of "Yaaron Ka Pyar Liye Nakhre Hazaar Lie" song movie?

Ans: "Yaaron Ka Pyar Liye Nakhre Hazaar Lie" song is from movie "Kali Topi Lal Rumal (1959)".

"Yaaron Ka Pyar Liye Nakhre Hazaar Lie" गाने के बारे में अक्सर पूछे जाने वाले प्रश्न

प्रश्न: "Yaaron Ka Pyar Liye Nakhre Hazaar Lie" गाने के गायक कौन हैं?

उत्तर: "Yaaron Ka Pyar Liye Nakhre Hazaar Lie" गाना Mohammed Rafi, Asha Bhosle ने गाया है।

प्रश्न: "Yaaron Ka Pyar Liye Nakhre Hazaar Lie" गीत के संगीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Yaaron Ka Pyar Liye Nakhre Hazaar Lie" गीत का संगीत Chitragupt द्वारा रचित है।

प्रश्न: "Yaaron Ka Pyar Liye Nakhre Hazaar Lie" गीत के गीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Yaaron Ka Pyar Liye Nakhre Hazaar Lie" के गीत Majrooh Sultanpuri ने लिखे है।

प्रश्न: "Yaaron Ka Pyar Liye Nakhre Hazaar Lie" गाने वाली फिल्म का नाम क्या है?

उत्तर: "Yaaron Ka Pyar Liye Nakhre Hazaar Lie" गाना फिल्म "Kali Topi Lal Rumal (1959)" से है।

More songs you may like by singer Mohammed Rafi

More songs you may like by singer Asha Bhosle

More songs you may like by composer Chitragupt

More songs you may like by lyricist Majrooh Sultanpuri

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *