Songs# :

Ujla Ujla Roop Suhana Mera Aashiq Hai Jamana lyrics in English, Hindi - Aakrosh (1998) | Hema Sardesai

Ujla Ujla Roop Suhana Mera Aashiq Hai Jamana song is Bollywood, Hindi song from movie Aakrosh (1998) sung by Hema Sardesai.

Ujla Ujla Roop Suhana Mera Aashiq Hai Jamana song details

Song : Ujla Ujla Roop Suhana Mera Aashiq Hai Jamana
Movie : Aakrosh (1998)
Singer(s) : Hema Sardesai
Views: 15

Ujla Ujla Roop Suhana Mera Aashiq Hai Jamana lyrics

Ujla Ujla Roop Suhana Mera Aashiq Hai Jamana lyrics in

                        
Ujla ujla rup suhana mera aashiq hai zamana
Ho ujla ujla rup suhana mera aashiq hai zamana
Har pal nigaho se masti lutau
Lekin kisi ke mai hath nahi aau
Pas to aana na baba na, aankh ladana na baba na
Marji teri kya batlana, na na na na na
Ujla ujla rup suhana mera aashiq hai zamana

Chahta hai mujhe har koi yahan dhadkan hu main har dil ki
Chahta hai mujhe har koi yahan dhadkan hu main har dil ki
Har ada pe meri log marte hai jaan hu main is mehfil ki
Zulf maine bikhrai jhum ke li jab angdai
Har kisi ka dil bola haye kaha se ye aayi
Pyar jatana na baba na, dil lagana na baba na
Marji teri kya batlana, na na na na na
Ujla ujla rup suhana haye mera aashiq hai zamana

Dil de de diwane ko na tadpa diwane ko, ja ja, na na

Diwane jab pyar kare to matlab se hi karte hain
Ho diwane jab pyar kare to matlab se hi karte hain
Sach mano to isiliye hum dil dene se darte hain
Dillagi ban jati hai dil ki lagi dhire dhire
Har ghadi tadpati hai aashiqi dhire dhire
Ye afsana na baba na, nain milana na baba na
Marzi teri kya batlana, na na na na na
Ujla ujla rup suhana haye mera aashiq hai zamana
Ujla ujla rup suhana mera aashiq hai zamana
Har pal nigaho se masti lutau
Lekin kisi ke main hath nahi aau
Pass to aana na baba na, aankh ladana na baba na
Marji teri kya batlana, na na na na na
                    


Found Any mistake in Lyrics ? Please comment below in the Comment box.

FAQ about "Ujla Ujla Roop Suhana Mera Aashiq Hai Jamana" song

Question: Who is the singer of "Ujla Ujla Roop Suhana Mera Aashiq Hai Jamana" song?

Ans: "Ujla Ujla Roop Suhana Mera Aashiq Hai Jamana" song is sung by Hema Sardesai.

Question: What is the name of "Ujla Ujla Roop Suhana Mera Aashiq Hai Jamana" song movie?

Ans: "Ujla Ujla Roop Suhana Mera Aashiq Hai Jamana" song is from movie "Aakrosh (1998)".

"Ujla Ujla Roop Suhana Mera Aashiq Hai Jamana" गाने के बारे में अक्सर पूछे जाने वाले प्रश्न

प्रश्न: "Ujla Ujla Roop Suhana Mera Aashiq Hai Jamana" गाने के गायक कौन हैं?

उत्तर: "Ujla Ujla Roop Suhana Mera Aashiq Hai Jamana" गाना Hema Sardesai ने गाया है।

प्रश्न: "Ujla Ujla Roop Suhana Mera Aashiq Hai Jamana" गाने वाली फिल्म का नाम क्या है?

उत्तर: "Ujla Ujla Roop Suhana Mera Aashiq Hai Jamana" गाना फिल्म "Aakrosh (1998)" से है।

More songs you may like by singer Hema Sardesai

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *