Songs# :

Sauda Hai Dil Ka Ye lyrics in English, Hindi - Aakrosh (2010) | Anupam Amod

Sauda Hai Dil Ka Ye song is Bollywood, Hindi song from movie Aakrosh (2010) sung by Anupam Amod. Sauda Hai Dil Ka Ye lyrics of this song is penned down by Irshad Kamil while music of the song is given by Pritam Chakraborty.

Sauda Hai Dil Ka Ye song details

Song : Sauda Hai Dil Ka Ye
Movie : Aakrosh (2010)
Singer(s) : Anupam Amod
Composer(s) : Pritam Chakraborty
Lyricist(s) : Irshad Kamil
Views: 21

Sauda Hai Dil Ka Ye lyrics

Sauda Hai Dil Ka Ye lyrics in

                        
Sidhe saade saara saula sidha sidha hona ji
Maine tum ko paana hai ya tune main ko khona ji
Aaja dil ki kare saude baazi
Kya naraazi arrey aare aare yaar
Sidhe saade saara saula sidha sidha hona ji
Maine tum ko paana hai ya tune main ko khona ji
Aaja dil ki kare saude baazi
Kya naraazi arrey aare aare yaar

Sauda hai dil ka yeh, tu kar bhi le
Mera jahaan baaho me tu bhar bhi le
Saude me de kasam, kasam bhi le
Aake tu nigaaho me sanwar bhi le
Sauda udaano ka hai ya aasmaano ka hai
Le le udaane meri, le mere par bhi le
Sauda umido ka hai, khwaabo ka nindo ka hai
Le le tu ninde meri, naino me ghar bhi le
Sidhe saade saara saula sidha sidha hona ji
Maine tum ko paana hai ya tune main ko khona ji
Aaja dil ki kare saude baazi 
Kya naraazi arrey aare aare yaar

Dil kahe tere main hontho se baato ko chupke se lu utha
Uss jagah dhire se, haule se gito ko apne main du bitha
Ho dil kahe tere main honto se baato ko chupke se lu utha
Uss jagah dhire se, haule se gito ko apne main du bitha
Sauda taraano ka hai, dil ke fasaano ka hai
Le le taraane mere, honto pe dhar bhi le
Sauda ujaalo ka hai, roshan khayalo ka hai
Le le ujaale mere, aaja nazar bhi le
Sidhe saade saara saula sidha sidha hona ji
Maine tum ko paana hai ya tune main ko khona ji
Aaja dil ki kare saude baazi, 
Kya naraazi arrey aare aare yaar

Sidhe saada, sidha sidha
Maine tum ko, tune main ko

Main kabhi bhulunga na tujhe, chaahe tu mujhko dena bhula
Aadate jaisi hai tu meri, aadate kaise bhoolu bhala
Oo main kabhi bhulunga na tujhe, chaahe tu mujhko dena bhula
Aadate jaisi hai tu meri, aadate kaise bhoolu bhala
Sauda yeh vaado ka hai, yaado iraado ka hai
Le le tu vaade chaahe tu toh mukar bhi le
Sauda ishaaro ka hai, chaahat ke maaro ka hai
Le le ishaare mere, inn ka asar bhi le
Sidhe saade saara saula sidha sidha hona ji
Maine tum ko paana hai ya tune main ko khona ji
Aaja dil ki kare saude baazi 
Kya naraazi arrey aare aare yaar
Sidhe saade saara saula sidha sidha hona ji
Maine tum ko paana hai ya tune main ko khona ji
Aaja dil ki kare saude baazi 
Kya naraazi arrey aare aare yaar
                    

Lyrics by : Irshad Kamil



Found Any mistake in Lyrics ? Please comment below in the Comment box.

FAQ about "Sauda Hai Dil Ka Ye" song

Question: Who is the singer of "Sauda Hai Dil Ka Ye" song?

Ans: "Sauda Hai Dil Ka Ye" song is sung by Anupam Amod.

Question: Who is the composer of "Sauda Hai Dil Ka Ye" song?

Ans: "Sauda Hai Dil Ka Ye" song music composed by Pritam Chakraborty.

Question: Who is the lyricist of "Sauda Hai Dil Ka Ye" song?

Ans: Irshad Kamil written the lyrics of "Sauda Hai Dil Ka Ye".

Question: What is the name of "Sauda Hai Dil Ka Ye" song movie?

Ans: "Sauda Hai Dil Ka Ye" song is from movie "Aakrosh (2010)".

"Sauda Hai Dil Ka Ye" गाने के बारे में अक्सर पूछे जाने वाले प्रश्न

प्रश्न: "Sauda Hai Dil Ka Ye" गाने के गायक कौन हैं?

उत्तर: "Sauda Hai Dil Ka Ye" गाना Anupam Amod ने गाया है।

प्रश्न: "Sauda Hai Dil Ka Ye" गीत के संगीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Sauda Hai Dil Ka Ye" गीत का संगीत Pritam Chakraborty द्वारा रचित है।

प्रश्न: "Sauda Hai Dil Ka Ye" गीत के गीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Sauda Hai Dil Ka Ye" के गीत Irshad Kamil ने लिखे है।

प्रश्न: "Sauda Hai Dil Ka Ye" गाने वाली फिल्म का नाम क्या है?

उत्तर: "Sauda Hai Dil Ka Ye" गाना फिल्म "Aakrosh (2010)" से है।

More songs you may like by singer Anupam Amod

More songs you may like by composer Pritam Chakraborty

More songs you may like by lyricist Irshad Kamil

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *