Songs# :

Phir Wohi Shaam lyrics in English, Hindi - Tere Bagair (2009) | Asha Bhosle

Phir Wohi Shaam song is Album song from album Tere Bagair (2009) sung by Asha Bhosle. Phir Wohi Shaam lyrics of this song is penned down by Rajendra Krishan while music of the song is given by Madan Mohan. Music label of this song is © YRF Music

Phir Wohi Shaam song details

Song : Phir Wohi Shaam
Album : Tere Bagair (2009)
Singer(s) : Asha Bhosle
Composer(s) : Madan Mohan
Lyricist(s) : Rajendra Krishan
Genre(s) : Sad
Music Label(s) : © YRF Music
Views: 28

Phir Wohi Shaam lyrics

Phir Wohi Shaam lyrics in

                        
Phir wohi shaam, phir wohi hum
Phir wohi dard puraane, dard puraane
Phir wohi shaam, phir wohi hum
Phir wohi dard puraane, dard puraane
Phir wohi shaam

Kaun aaya aur kaun gaya, yaad se kya faayada
Kaun aaya aur kaun gaya, yaad se kya faayada
Sunanewaala koyi nahi fariyaad se kya faayada
Bhul bhi jaao afsaane
Bhul bhi jaao afsaane
Phir wohi shaam, phir wohi hum
Phir wohi dard puraane, dard puraane
Phir wohi shaam

Ik deewaana chala gaya toh sau deewaane aayenge
Ik deewaana haan deewaana haan deewaana
Ik deewaana chala gaya toh sau deewaane aayenge
Shamma mein jab tak garmi hai kayi parwaane aayenge
Kayi parwaane aayenge
Apane dil ko behala le
Apane dil ko behala le
Phir wohi shaam, phir wohi hum haay
Phir wohi dard puraane, dard puraane
Phir wohi shaam

Woh na sahi maikhaana sahi, mere saath yeh jaam sahi
Woh na sahi aa ha woh na sahi o ho
Woh na sahi maikhaana sahi, mere saath yeh jaam sahi
Naam se kya lena hai tujhako aye dil tu badnaam sahi
Aye dil tu badnaam sahi
Phir se uthaale paimaane
Phir se uthaale paimaane

Phir wohi shaam, phir wohi hum
Phir wohi dard puraane, dard puraane
Phir wohi shaam, phir wohi hum
Phir wohi dard puraane, dard puraane
Phir wohi dard puraane mm mm mm hmm hmm hmm.
                    

Lyrics by : Rajendra Krishan



Found Any mistake in Lyrics ? Please comment below in the Comment box.

FAQ about "Phir Wohi Shaam" song

Question: Who is the singer of "Phir Wohi Shaam" song?

Ans: "Phir Wohi Shaam" song is sung by Asha Bhosle.

Question: Who is the composer of "Phir Wohi Shaam" song?

Ans: "Phir Wohi Shaam" song music composed by Madan Mohan.

Question: Who is the lyricist of "Phir Wohi Shaam" song?

Ans: Rajendra Krishan written the lyrics of "Phir Wohi Shaam".

Question: What is the name of "Phir Wohi Shaam" song album?

Ans: "Phir Wohi Shaam" song is from album "Tere Bagair (2009)".

"Phir Wohi Shaam" गाने के बारे में अक्सर पूछे जाने वाले प्रश्न

प्रश्न: "Phir Wohi Shaam" गाने के गायक कौन हैं?

उत्तर: "Phir Wohi Shaam" गाना Asha Bhosle ने गाया है।

प्रश्न: "Phir Wohi Shaam" गीत के संगीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Phir Wohi Shaam" गीत का संगीत Madan Mohan द्वारा रचित है।

प्रश्न: "Phir Wohi Shaam" गीत के गीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Phir Wohi Shaam" के गीत Rajendra Krishan ने लिखे है।

प्रश्न: "Phir Wohi Shaam" गाने वाली एल्बम का नाम क्या है?

उत्तर: "Phir Wohi Shaam" गाना एल्बम "Tere Bagair (2009)" से है।

More songs you may like by singer Asha Bhosle

More songs you may like by composer Madan Mohan

More songs you may like by lyricist Rajendra Krishan

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *