Songs# :

Parivar Niyojan (Parody) lyrics in English, Hindi - Main Sunder Hoon (1971) | Asha Bhosle | Mukesh | Manna Dey | Mehmood | Aruna Irani | Shahu Modak

Parivar Niyojan (Parody) song is Bollywood, Hindi song from movie Main Sunder Hoon (1971) sung by Asha Bhosle, Mukesh, Manna Dey, Mehmood, Aruna Irani, Shahu Modak. Parivar Niyojan (Parody) lyrics of this song is penned down by Anand Bakshi while music of the song is given by Shankar Jaikishan.

Parivar Niyojan (Parody) song details

Song : Parivar Niyojan (Parody)
Movie : Main Sunder Hoon (1971)
Singer(s) : Asha Bhosle, Mukesh, Manna Dey, Mehmood, Aruna Irani, Shahu Modak
Composer(s) : Shankar Jaikishan
Lyricist(s) : Anand Bakshi
Views: 34

Parivar Niyojan (Parody) lyrics

Parivar Niyojan (Parody) lyrics in

                        
Ye kaun hain, ye kaun hain 
Jo besahara hain 
Tum akele ho magar 
Ye pure gyarah hain
Bolo bolo sathi nahi barati nahi ji
Pujari nahi bikhari na
Tare tare nahi mere dulare hai

Mere chunno ko mere munno ko
Kisi ki nazar na lage chashmebaddur
Mere chunno ko mere munno ko
Kisi ki nazar na lage chashmebaddur

Are munno ki amma, kya ye to bata
Teri football team ka nam kya hai
Sach sach bata parbhu se na chhupa
Isme sharmane ka bhala kam kya hai
Munno ki amma ye to bata
Teri football team ka nam kya hai

Parbhu ye january feberuary march
April may june july august september
October november god me december pet me
Khali khali tha ye ghar mera
Bhar gaya isme tera dera
Khali khali tha ye ghar mera
Bhar gaya isme tera dera

Amma ek roti de baba langoti de
Amma ek roti de baba langoti de
Ek tara bole tun tun tun 
O shankar bhole sun sun
Kaate lagte hai ye phul
Humse ho gayi kaisi bhul
Ek tara bole tun tun 
O shankar bhole sun sun

Jyot se jyot jagate rahe
Roz diwali manate rahe
Roz diwali manate rahe
Aise diwane the hum apne
Ghar me hi aag lagate rahe
Roz diwali manate rahe

Rup tera mastana pas mere na aana
Phul koi fir se na khil jaye
Rup tera mastana pas mere na aana
Phul koi fir se na khil jaye

Ye tum khud bhi samjh lo 
Aur sabko samjhao
Apni chadar dekh ke, tum panw faialo
Jao bhakat jaao, jaao bhakat jao

Ae bhai jara dekh ke chalo
Dekho tum karo shadi bhi
Paida karo tum bache bhi
Kam ho to lage ache bhi, ae bhai
Ae bhai jara dekh ke chalo
Dekho tum karo shadi bhi
Paida karo tum bache bhi
Kam ho to lage ache bhi, ae bhai
                    

Lyrics by : Anand Bakshi



Found Any mistake in Lyrics ? Please comment below in the Comment box.

FAQ about "Parivar Niyojan (Parody)" song

Question: Who is the singer of "Parivar Niyojan (Parody)" song?

Ans: "Parivar Niyojan (Parody)" song is sung by Asha Bhosle, Mukesh, Manna Dey, Mehmood, Aruna Irani, Shahu Modak.

Question: Who is the composer of "Parivar Niyojan (Parody)" song?

Ans: "Parivar Niyojan (Parody)" song music composed by Shankar Jaikishan.

Question: Who is the lyricist of "Parivar Niyojan (Parody)" song?

Ans: Anand Bakshi written the lyrics of "Parivar Niyojan (Parody)".

Question: What is the name of "Parivar Niyojan (Parody)" song movie?

Ans: "Parivar Niyojan (Parody)" song is from movie "Main Sunder Hoon (1971)".

"Parivar Niyojan (Parody)" गाने के बारे में अक्सर पूछे जाने वाले प्रश्न

प्रश्न: "Parivar Niyojan (Parody)" गाने के गायक कौन हैं?

उत्तर: "Parivar Niyojan (Parody)" गाना Asha Bhosle, Mukesh, Manna Dey, Mehmood, Aruna Irani, Shahu Modak ने गाया है।

प्रश्न: "Parivar Niyojan (Parody)" गीत के संगीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Parivar Niyojan (Parody)" गीत का संगीत Shankar Jaikishan द्वारा रचित है।

प्रश्न: "Parivar Niyojan (Parody)" गीत के गीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Parivar Niyojan (Parody)" के गीत Anand Bakshi ने लिखे है।

प्रश्न: "Parivar Niyojan (Parody)" गाने वाली फिल्म का नाम क्या है?

उत्तर: "Parivar Niyojan (Parody)" गाना फिल्म "Main Sunder Hoon (1971)" से है।

More songs you may like by singer Asha Bhosle

More songs you may like by singer Mukesh

More songs you may like by singer Manna Dey

More songs you may like by composer Shankar Jaikishan

More songs you may like by lyricist Anand Bakshi

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *