Songs# :

Nari Ek Doosri Dharti Aur Tisari Gaiyaa lyrics in English, Hindi - Shri Krishna Leela (1971) | Usha Timothy | Asha Bhosle

Nari Ek Doosri Dharti Aur Tisari Gaiyaa song is Bollywood, Hindi song from movie Shri Krishna Leela (1971) sung by Usha Timothy, Asha Bhosle. Nari Ek Doosri Dharti Aur Tisari Gaiyaa lyrics of this song is penned down by Bharat Vyas while music of the song is given by S N Tripathi.

Nari Ek Doosri Dharti Aur Tisari Gaiyaa song details

Song : Nari Ek Doosri Dharti Aur Tisari Gaiyaa
Movie : Shri Krishna Leela (1971)
Singer(s) : Usha Timothy, Asha Bhosle
Composer(s) : S N Tripathi
Lyricist(s) : Bharat Vyas
Views: 19

Nari Ek Doosri Dharti Aur Tisari Gaiyaa lyrics

Nari Ek Doosri Dharti Aur Tisari Gaiyaa lyrics in

                        
Nari ek dusri dharti aur tisri gaiya
Mamta ka bhandar lutati tino hamari maiya
Aaya mangal tyohar jhare amrit ki dhar
Jhume balaniya karke singar aaj gokul me chayi bahar
Bahar chayi gokul me chayi bahar
Mangal tyohar jhare amrit ki dhar
Jhume balaniya karke singar aaj gokul me chayi bahar
Bahar chayi gokul me chayi bahar

Kaisi bansi bajaye kanhaiya laye lauta ke gokul ki gaiya 
Kaisi bansi bajaye kanhaiya laye lauta ke gokul ki gaiya 
Ched do fir se vahi muraliya baj uthe sang meri payaliya
Tum bajate raho tum bajate raho nachti mai rahu
Meri nas nas me yu bhardo pyar aaj gokul me chayi bahar
Bahar chayi gokul me chayi bahar

Gwalan ki chori deti ja humko bhi to kuch to gori
Le ye makhan tumhara mai bhi tumhari or 
Ye makhan bhi tumhara kitna mitha hai ye
Kitna mitha hai ye kitni mithi ho tum
Mithi chitvan ko chalkati ja aaj gokul me chayi bahar
Bahar chayi gokul me chayi bahar

Aaya mangal tyohar jhare amrit ki dhar
Jhume balaniya karke singar aaj gokul me chayi bahar
Bahar chayi gokul me chayi gori gwalno ki chori
Chori chori aao batayia bano ji
Tori mori baha jora jori kab ho na hogi
Mukh mode mode muskao ji kahe ko khasak rahi 
Angiya masak rahi humse na sharmao ji
Tirchi ghunghatiya se apni matakiya se
Mithi mithi chachiya piloji
Hume mithi mithi chachiya piloji jao hat natkhat
Jao hat natkhat jati hu mai panghat
Humse na tum kuch pao ji
Pini hai jo chajiya to hume dikhlao
Pini hai jo chajiya to hume dikhlao
Jara mithi mithi bansi bajaoji

Mangal tyohar jhare amrit ki dhar
Jhume balaniya karke singar aaj gokul me chayi bahar
Bahar chayi gokul me chayi bahar
                    

Lyrics by : Bharat Vyas



Found Any mistake in Lyrics ? Please comment below in the Comment box.

FAQ about "Nari Ek Doosri Dharti Aur Tisari Gaiyaa" song

Question: Who is the singer of "Nari Ek Doosri Dharti Aur Tisari Gaiyaa" song?

Ans: "Nari Ek Doosri Dharti Aur Tisari Gaiyaa" song is sung by Usha Timothy, Asha Bhosle.

Question: Who is the composer of "Nari Ek Doosri Dharti Aur Tisari Gaiyaa" song?

Ans: "Nari Ek Doosri Dharti Aur Tisari Gaiyaa" song music composed by S N Tripathi.

Question: Who is the lyricist of "Nari Ek Doosri Dharti Aur Tisari Gaiyaa" song?

Ans: Bharat Vyas written the lyrics of "Nari Ek Doosri Dharti Aur Tisari Gaiyaa".

Question: What is the name of "Nari Ek Doosri Dharti Aur Tisari Gaiyaa" song movie?

Ans: "Nari Ek Doosri Dharti Aur Tisari Gaiyaa" song is from movie "Shri Krishna Leela (1971)".

"Nari Ek Doosri Dharti Aur Tisari Gaiyaa" गाने के बारे में अक्सर पूछे जाने वाले प्रश्न

प्रश्न: "Nari Ek Doosri Dharti Aur Tisari Gaiyaa" गाने के गायक कौन हैं?

उत्तर: "Nari Ek Doosri Dharti Aur Tisari Gaiyaa" गाना Usha Timothy, Asha Bhosle ने गाया है।

प्रश्न: "Nari Ek Doosri Dharti Aur Tisari Gaiyaa" गीत के संगीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Nari Ek Doosri Dharti Aur Tisari Gaiyaa" गीत का संगीत S N Tripathi द्वारा रचित है।

प्रश्न: "Nari Ek Doosri Dharti Aur Tisari Gaiyaa" गीत के गीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Nari Ek Doosri Dharti Aur Tisari Gaiyaa" के गीत Bharat Vyas ने लिखे है।

प्रश्न: "Nari Ek Doosri Dharti Aur Tisari Gaiyaa" गाने वाली फिल्म का नाम क्या है?

उत्तर: "Nari Ek Doosri Dharti Aur Tisari Gaiyaa" गाना फिल्म "Shri Krishna Leela (1971)" से है।

More songs you may like by singer Usha Timothy

More songs you may like by singer Asha Bhosle

More songs you may like by composer S N Tripathi

More songs you may like by lyricist Bharat Vyas

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *