Main tujhko dekhun toh Jaane kya ho jaata hai Baatein sau karni hai Par honthon pe tala lag jata hai Ho kuchh bhi kahe bin Aankhon se lekin Saari tu baatein kare haaye Chhalke jo aise pyar tera yeh Dil bekaabu kare Nahi jaana nahi jaana Nahi jana nahi jana re Ik pal bhi mujhe tanha chhod ke maahi Nahi reh paana nahi reh paana Haaye tere bina nahi reh paana Ek pal bhi juda main tujhse oh maahi Ho ab jo jiya main Ghar hai kiya re Tu chhodna na kabhi Chahe na de kiraya Na kuchh girvi Maaf tujhe hai sabhi Chaahe main jitna dekhun tumhein Par jee yeh bharta nahi Aisi musibat hai saamne par Dil isse ladta nahi oh ho Itna sa waada mujhse tu karle Dil na todna mera kabhi Phir chaahe Na de kiraya Na kuch girvi Maaf tujhe hai sabhi Nahi jana nahi jana Nahi jaana nahi jaana re Ik pal bhi mujhe tanha chhod ke maahi Nahi reh paana nahi reh paana Haaye tere bina nahi reh paana Ek pal bhi juda main tujhse oh maahi Nahi jaana nahi jaana Nahi jana nahi jana re Ik pal bhi mujhe tanha chhod ke maahi Nahi reh paana nahi reh paana Haaye tere bina nahi reh paana Ek pal bhi juda main tujhse oh maahi.
Lyrics by : Siddhant Kaushal
Nahi Jaana lyrics in English
,Nahi Jaana lyrics in Hindi
,Nahi Jaana song lyrics in Hindi
,Nahi Jaana song lyrics in English
,Nahi Jaana song lyrics by Sachin Sanghvi
,Nahi Jaana song lyrics by Sachin-Jigar
,Nahi Jaana song lyrics by Siddhant Kaushal
,Found Any mistake in Lyrics ? Please comment below in the Comment box.
FAQ about "Nahi Jaana" song
Question: Who is the singer of "Nahi Jaana" song?
Ans: "Nahi Jaana" song is sung by Sachin Sanghvi.
Question: Who is the composer of "Nahi Jaana" song?
Ans: "Nahi Jaana" song music composed by Sachin-Jigar.
Question: Who is the lyricist of "Nahi Jaana" song?
Ans: Siddhant Kaushal written the lyrics of "Nahi Jaana".
"Nahi Jaana" गाने के बारे में अक्सर पूछे जाने वाले प्रश्न
प्रश्न: "Nahi Jaana" गाने के गायक कौन हैं?
उत्तर: "Nahi Jaana" गाना Sachin Sanghvi ने गाया है।
प्रश्न: "Nahi Jaana" गीत के संगीतकार कौन हैं?
उत्तर: "Nahi Jaana" गीत का संगीत Sachin-Jigar द्वारा रचित है।
प्रश्न: "Nahi Jaana" गीत के गीतकार कौन हैं?
उत्तर: "Nahi Jaana" के गीत Siddhant Kaushal ने लिखे है।