Songs# :

Mohabbat Agar Naa Hoti lyrics in English, Hindi - Mehndi Lagi Mere Haath (1962) | Mohammed Rafi

Mohabbat Agar Naa Hoti song is Bollywood, Hindi song from movie Mehndi Lagi Mere Haath (1962) sung by Mohammed Rafi. Mohabbat Agar Naa Hoti lyrics of this song is penned down by Anand Bakshi while music of the song is given by Kalyanji Anandji.

Mohabbat Agar Naa Hoti song details

Song : Mohabbat Agar Naa Hoti
Movie : Mehndi Lagi Mere Haath (1962)
Singer(s) : Mohammed Rafi
Composer(s) : Kalyanji Anandji
Lyricist(s) : Anand Bakshi
Views: 7

Mohabbat Agar Naa Hoti lyrics

Mohabbat Agar Naa Hoti lyrics in

                        
Na ye ranjo alam hote na ye julmo sitam hote 
Mohabbat agar na hoti to mohabbat agar na hoti to 
Bade khushahal hum hote 
Na ye ranjo alam hote na ye julmo sitam hote
Ha ha ha na is dil pe sitam hote na is dil pe kalam hote 
Mohabbat agar na hoti to mohabbat aaha mohabbat ha 
Mohabbat agar na hoti to na tum hote na hum hote 
Na is dil pe sitam hote na is dil pe kalam hote 
Aa aa aa aajmane me koi leke dile nakam na aata 
Dile nakam na aata dile nakam na aata 
Kisi dushman pe bhi ye isk ka iljam na aata 
Aji iljam na aata aji iljam na aata 
Ki aati mout lekin haye ki aati mout lekin  
Ke lab pe tera naam na aata 
Teri mehfil yu rutba ki hum teri kasam rote 
Mohabbat agar na hoti to mohabbat agar na hoti to 
Bade khushahal hum hote 
Na ye ranjo alam hote na ye julmo sitam hote 

Aji mohabbat me jafao se agar dil dur na hote 
Agar dil chur na hote agr dil chur na hote 
Ha wafao ke bhi is duniya ki fir dastur na hote 
Aji dastur na hote aji dastur na hote 
Ha ha tadap milne ki kya hoti tadap milne ki kya hoti 
Agar hum dur na hote ki ro ro ne se pehle hi 
Ye afsane khtam hote
Mohabbat agar na hoti to mohabbat agar na hoti to 
Na is dil pe sitam hote na is dil pe kalam hote 

Aa aa ha jo rasta dil se nikalta hai 
Kabhi dil tak nahi phucha
Kabhi dil tak nahi phucha kabhi dil tak nahi phucha 
Koi rahi bhi is raste se manjil tak nahi phucha 
Ke manjil tak nahi phucha ke manjil tak nahi phucha
Bane tum na khuda jiske bane tum na khuda jiske 
Wo shahil tak nahi phucha
Agar tum sath na hote to ye tufan kam hote
Mohabbat agar na hoti to mohabbat agar na hoti to 
Bade khushahal hum hote 
Na ye ranjo alam hote na ye julmo sitam hote 

Aji jo raste dil se nikalte hai wo yu dil tak phuchte hai 
Wo yu dil tak phuchte hai wo yu dil tak phuchte hai 
Aa ha ki wafa ki rah me aese ki manjil tak phuchte hai 
Ki manjil tak phuchte hai ki manjil tak phuchte hai 
Ha ki ashik dub ke tufa me ashik dub ke tufa me 
Shahil tak phuchte hai to unki galti kya hoti 
Jo tufani na gam hote 
Mohabbat agar na hoti to mohabbat agar na hoti to
Na tum hote na hum hote 
Na is dil pe sitam hote na is dil pe kalam hote 
Ha ha ha ha mohabbat mohabbat mohabbat wah re mohabbat 
Musibat musibat hay re musibat o hakikat hakikat ha hakikat 
Fasane fasane fasane re siyane siyane ha re siyane o diwane 
Diwane diwane diwane ho ho ho ho ho ho ho
                    

Lyrics by : Anand Bakshi



Found Any mistake in Lyrics ? Please comment below in the Comment box.

FAQ about "Mohabbat Agar Naa Hoti" song

Question: Who is the singer of "Mohabbat Agar Naa Hoti" song?

Ans: "Mohabbat Agar Naa Hoti" song is sung by Mohammed Rafi.

Question: Who is the composer of "Mohabbat Agar Naa Hoti" song?

Ans: "Mohabbat Agar Naa Hoti" song music composed by Kalyanji Anandji.

Question: Who is the lyricist of "Mohabbat Agar Naa Hoti" song?

Ans: Anand Bakshi written the lyrics of "Mohabbat Agar Naa Hoti".

Question: What is the name of "Mohabbat Agar Naa Hoti" song movie?

Ans: "Mohabbat Agar Naa Hoti" song is from movie "Mehndi Lagi Mere Haath (1962)".

"Mohabbat Agar Naa Hoti" गाने के बारे में अक्सर पूछे जाने वाले प्रश्न

प्रश्न: "Mohabbat Agar Naa Hoti" गाने के गायक कौन हैं?

उत्तर: "Mohabbat Agar Naa Hoti" गाना Mohammed Rafi ने गाया है।

प्रश्न: "Mohabbat Agar Naa Hoti" गीत के संगीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Mohabbat Agar Naa Hoti" गीत का संगीत Kalyanji Anandji द्वारा रचित है।

प्रश्न: "Mohabbat Agar Naa Hoti" गीत के गीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Mohabbat Agar Naa Hoti" के गीत Anand Bakshi ने लिखे है।

प्रश्न: "Mohabbat Agar Naa Hoti" गाने वाली फिल्म का नाम क्या है?

उत्तर: "Mohabbat Agar Naa Hoti" गाना फिल्म "Mehndi Lagi Mere Haath (1962)" से है।

More songs you may like by singer Mohammed Rafi

More songs you may like by composer Kalyanji Anandji

More songs you may like by lyricist Anand Bakshi

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *