Songs# :

Meri Duniya Lut Rahi Thi Aur Mai Khamosh Tha lyrics in English, Hindi - Mr And Mrs 55 (1955) | Mohammed Rafi

Meri Duniya Lut Rahi Thi Aur Mai Khamosh Tha song is Bollywood, Hindi song from movie Mr And Mrs 55 (1955) sung by Mohammed Rafi. Meri Duniya Lut Rahi Thi Aur Mai Khamosh Tha lyrics of this song is penned down by Majrooh Sultanpuri while music of the song is given by O P Nayyar.

Meri Duniya Lut Rahi Thi Aur Mai Khamosh Tha song details

Song : Meri Duniya Lut Rahi Thi Aur Mai Khamosh Tha
Movie : Mr And Mrs 55 (1955)
Singer(s) : Mohammed Rafi
Composer(s) : O P Nayyar
Lyricist(s) : Majrooh Sultanpuri
Views: 21

Meri Duniya Lut Rahi Thi Aur Mai Khamosh Tha lyrics

Meri Duniya Lut Rahi Thi Aur Mai Khamosh Tha lyrics in

                        
Meri dunia meri dunia lut rahi thi
Aur mai khamosh tha
Meri dunia lut rahi thi aur mai khamosh tha
Tukde tukde dil ke chunta tukde tukde ha ha
Tukde tukde dil ke chunta kisko itna hosh tha
Meri dunia lut rahi thi aur mai khamosh tha
Meri dunia lut rahi thi aur mai khamosh tha

Aankh me aasu na the aur jal raha tha dil jigar
Ro rahi thi hasrate chup-chap tha mai bekhabar
Are kaise aata haye kaise aata hosh me jo 
Pahle hi behosh tha kaise aata hosh me jo 
Pahle hi behosh tha
Tukde tukde dil ke chunta tukde tukde ha ji
Tukde tukde dil ke chunta kisko itna hosh tha
Meri dunia lut rahi thi aur mai khamosh tha
Meri dunia lut rahi thi aur mai khamosh tha

Ye hakikat hai ise samjhe na afsana koi
Ye hakikat hai ise samjhe na afsana koi
Jab luta kuche me unke jaake diwana koi
Are ye jami ye jami chupchap thi
Aur aasma khamosh tha ye jami chupchap thi
Aur aasma khamosh tha
Tukde tukde dil ke chunta tukde tukde ha ji
Tukde tukde dil ke chunta kisko itna hosh tha
Meri dunia lut rahi thi aur mai khamosh tha
Meri dunia lut rahi thi aur mai khamosh tha

Karwa karwa dil ka luta baitha hu
Manjil ke karib maine khud kashti dubo di
Jake sahil ke karib
Kya mai karta kya mai karta
Mai sharabe ishk se madhosh tha
Kya mai karta
Mai sharabe ishk se madhosh tha
Tukde tukde dil ke chunta tukde tukde ha ji
Tukde tukde dil ke chunta kisko itna hosh tha
Meri dunia lut rahi thi aur mai khamosh tha
Meri dunia lut rahi thi aur mai khamosh tha
                    

Lyrics by : Majrooh Sultanpuri



Found Any mistake in Lyrics ? Please comment below in the Comment box.

FAQ about "Meri Duniya Lut Rahi Thi Aur Mai Khamosh Tha" song

Question: Who is the singer of "Meri Duniya Lut Rahi Thi Aur Mai Khamosh Tha" song?

Ans: "Meri Duniya Lut Rahi Thi Aur Mai Khamosh Tha" song is sung by Mohammed Rafi.

Question: Who is the composer of "Meri Duniya Lut Rahi Thi Aur Mai Khamosh Tha" song?

Ans: "Meri Duniya Lut Rahi Thi Aur Mai Khamosh Tha" song music composed by O P Nayyar.

Question: Who is the lyricist of "Meri Duniya Lut Rahi Thi Aur Mai Khamosh Tha" song?

Ans: Majrooh Sultanpuri written the lyrics of "Meri Duniya Lut Rahi Thi Aur Mai Khamosh Tha".

Question: What is the name of "Meri Duniya Lut Rahi Thi Aur Mai Khamosh Tha" song movie?

Ans: "Meri Duniya Lut Rahi Thi Aur Mai Khamosh Tha" song is from movie "Mr And Mrs 55 (1955)".

"Meri Duniya Lut Rahi Thi Aur Mai Khamosh Tha" गाने के बारे में अक्सर पूछे जाने वाले प्रश्न

प्रश्न: "Meri Duniya Lut Rahi Thi Aur Mai Khamosh Tha" गाने के गायक कौन हैं?

उत्तर: "Meri Duniya Lut Rahi Thi Aur Mai Khamosh Tha" गाना Mohammed Rafi ने गाया है।

प्रश्न: "Meri Duniya Lut Rahi Thi Aur Mai Khamosh Tha" गीत के संगीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Meri Duniya Lut Rahi Thi Aur Mai Khamosh Tha" गीत का संगीत O P Nayyar द्वारा रचित है।

प्रश्न: "Meri Duniya Lut Rahi Thi Aur Mai Khamosh Tha" गीत के गीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Meri Duniya Lut Rahi Thi Aur Mai Khamosh Tha" के गीत Majrooh Sultanpuri ने लिखे है।

प्रश्न: "Meri Duniya Lut Rahi Thi Aur Mai Khamosh Tha" गाने वाली फिल्म का नाम क्या है?

उत्तर: "Meri Duniya Lut Rahi Thi Aur Mai Khamosh Tha" गाना फिल्म "Mr And Mrs 55 (1955)" से है।

More songs you may like by singer Mohammed Rafi

More songs you may like by composer O P Nayyar

More songs you may like by lyricist Majrooh Sultanpuri

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *