Ishq ko ya khuda kyun nazar ho gayi Yun lage har duaa be-asar ho gayi Hamne tinke chune aashiya ke liye Kis tarah aandhiyo ko khabar ho gayi Yaa maula maula Tu hai maula maula, mere maula maula Tu hai maula maula, mere maula maula Tu hai maula maula, mere maula maula Tu hai maula maula, mere maula maula Waqt ke nishaane pe ishq bethikana hai Ek taraf mohabbat hai, ek taraf zamana hai Waqt ke nishaane pe ishq bethikana hai Ek taraf mohabbat hai, ek taraf zamana hai Ek taraf mohabbat hai, ek taraf zamana hai Ek taraf mohabbat hai, ek taraf zamana hai Chahato ka rakh le tu bharam Maula zara kar de karam, mere maula maula Maula zara kar de karam, mere maula maula Maula zara kar de karam, kar de karam, kar de karam Maula zara kar de karam, mere maula maula Maula zara kar de karam, mere maula maula Maula zara kar de karam Jhukta nahi hai yeh halaat se bhi Mitta nahi hai yeh din raat se bhi Jhukta nahi hai yeh halaat se bhi Mitta nahi hai yeh din raat se bhi Yeh ishq aisa hai maasum shola Bujhta nahi hai jo barsaat se bhi Bujhta nahi hai jo barsaat se bhi Mar ke bhi leta hain ye janam Maula zara kar de karam, mere maula maula Maula zara kar de karam, mere maula maula Maula zara kar de karam, kar de karam, kar de karam Maula zara kar de karam, mere maula maula Maula zara kar de karam, mere maula maula Maula zara kar de karam Tera falak hai, teri zameen hai Teri inayat pe dil ko yakeen hai Tera falak hai, teri zameen hai Teri inayat pe dil ko yakeen hai Tu sukhe patte pe agar meharbaan ho Angaaro se bhi wo jalta nahi hai Angaaro se bhi wo jalta nahi hai Phir dilo pe kis liye sitam Maula zara kar de karam, mere maula maula Maula zara kar de karam, kar de karam, kar de karam Maula zara kar de karam, mere maula maula Maula zara kar de karam, mere maula maula Maula zara kar de karam O zindagi zeher hai to kya darr hai Har taraf keher hai to kya darr hai Tu muhafiz hai mom ke ghar ka Dhup ka shehar hai to kya darr hai Dhup ka shehar hai to kya darr hai Maula maula
Lyrics by : Tanveer Ghazi
Maula Karde Karam lyrics in English
,Maula Karde Karam lyrics in Hindi
,Maula Karde Karam song lyrics in Hindi
,Maula Karde Karam song lyrics in English
,Maula Karde Karam song lyrics by Hashim Sabri
,Maula Karde Karam song lyrics by Rashid Khan
,Maula Karde Karam song lyrics by Tanveer Ghazi
,Found Any mistake in Lyrics ? Please comment below in the Comment box.
FAQ about "Maula Karde Karam" song
Question: Who is the singer of "Maula Karde Karam" song?
Ans: "Maula Karde Karam" song is sung by Javed Ali, Altamash Faridi, Aftab Sabri, Hashim Sabri.
Question: Who is the composer of "Maula Karde Karam" song?
Ans: "Maula Karde Karam" song music composed by Rashid Khan.
Question: Who is the lyricist of "Maula Karde Karam" song?
Ans: Tanveer Ghazi written the lyrics of "Maula Karde Karam".
Question: What is the name of "Maula Karde Karam" song movie?
Ans: "Maula Karde Karam" song is from movie "Ishq Ke Parindey (2015)".
"Maula Karde Karam" गाने के बारे में अक्सर पूछे जाने वाले प्रश्न
प्रश्न: "Maula Karde Karam" गाने के गायक कौन हैं?
उत्तर: "Maula Karde Karam" गाना Javed Ali, Altamash Faridi, Aftab Sabri, Hashim Sabri ने गाया है।
प्रश्न: "Maula Karde Karam" गीत के संगीतकार कौन हैं?
उत्तर: "Maula Karde Karam" गीत का संगीत Rashid Khan द्वारा रचित है।
प्रश्न: "Maula Karde Karam" गीत के गीतकार कौन हैं?
उत्तर: "Maula Karde Karam" के गीत Tanveer Ghazi ने लिखे है।
प्रश्न: "Maula Karde Karam" गाने वाली फिल्म का नाम क्या है?
उत्तर: "Maula Karde Karam" गाना फिल्म "Ishq Ke Parindey (2015)" से है।