Songs# :

Main Jaagun Aksar, Teri Aankhe Keh Gayi lyrics in English, Hindi - War Chhod Na Yaar (2013) | Ali Aslam | Shujath Ali Khan

Main Jaagun Aksar, Teri Aankhe Keh Gayi song is Bollywood, Hindi song from movie War Chhod Na Yaar (2013) sung by Ali Aslam, Shujath Ali Khan. Main Jaagun Aksar, Teri Aankhe Keh Gayi lyrics of this song is penned down by Azeem Shirazi while music of the song is given by Aslam Keyi.

Main Jaagun Aksar, Teri Aankhe Keh Gayi song details

Song : Main Jaagun Aksar, Teri Aankhe Keh Gayi
Movie : War Chhod Na Yaar (2013)
Singer(s) : Ali Aslam, Shujath Ali Khan
Composer(s) : Aslam Keyi
Lyricist(s) : Azeem Shirazi
Views: 15

Main Jaagun Aksar, Teri Aankhe Keh Gayi lyrics

Main Jaagun Aksar, Teri Aankhe Keh Gayi lyrics in

                        
Teri aankhe keh gayi, keh gayi teri aankhe keh gayi, keh gayi
Teri aankhe keh gayi, teri aankhe keh gayi
Teri aankhe keh gayi, teri aankhe keh gayi
Aankho se naa jaane kya
Neend naa aaye raato me, raato me
Main jaagu aksar, main jaagu aksar 
Main jaagu aksar, main jaagu aksar
Are chal gaya kasskar, tera jaadu mujhpar
Main jaagu aksar, main jaagu aksar
Are chal gaya kasskar tera jaadu mujhpar
Teri aankhe keh gayi, keh gayi teri aankhe keh gayi, keh gayi

Ho kya cheez mujh me bhaati hai tujhko
Wo pehle pahal tune kaha tha
Dekhu tujhe jaan, jaan me hai jaan aati
Teri baat sunkar ye maine kaha tha
Chalo jao chhodo naa baate banaao
Bhala maine kab ye kab ye kaha
Tang naa kar teri nazro se, nazro se
Are ab to bas kar, are ab to bas kar
Are chal gaya kasskar, tera jaadu mujhpar
Main jaagu aksar, main jaagu aksar
Are chal gaya kasskar, tera jaadu mujhpar

Mujhe tang karke mera dil jala ke
Mohabbat bhi karte ho meri tarah se
Oh tere hi liye to dhadakta hai ye dil
Baate hi karte ho kuchh is ada se
Shayad mohabbat me khata kar gaya hu
Mujhe maaf kar do, mujhe maaf kar do
Nag gaye teri zulfo ke haaye, zulfo ke
Are mujhko dass kar, are mujhko dass kar
Arey chal gaya kass kar, tera jaadu mujhpar
Main jaagu aksar, main jaagu aksar
Are chal gaya kass kar tera jaadu mujhpar

Teri aankhe keh gayi, teri aankhe keh gayi
Teri aankhe keh gayi, teri aankhe keh gayi
Aankho se na jaane kya
Neend na aaye raato me, raato me raato me
Main jaagu aksar, main jaagu aksar
Are chal gaya kass kar, tera jaadu mujhpar
Main jaagu aksar, main jaagu aksar
Are chal gaya kass kar, tera jaadu mujhpar
                    

Lyrics by : Azeem Shirazi



Found Any mistake in Lyrics ? Please comment below in the Comment box.

FAQ about "Main Jaagun Aksar, Teri Aankhe Keh Gayi" song

Question: Who is the singer of "Main Jaagun Aksar, Teri Aankhe Keh Gayi" song?

Ans: "Main Jaagun Aksar, Teri Aankhe Keh Gayi" song is sung by Ali Aslam, Shujath Ali Khan.

Question: Who is the composer of "Main Jaagun Aksar, Teri Aankhe Keh Gayi" song?

Ans: "Main Jaagun Aksar, Teri Aankhe Keh Gayi" song music composed by Aslam Keyi.

Question: Who is the lyricist of "Main Jaagun Aksar, Teri Aankhe Keh Gayi" song?

Ans: Azeem Shirazi written the lyrics of "Main Jaagun Aksar, Teri Aankhe Keh Gayi".

Question: What is the name of "Main Jaagun Aksar, Teri Aankhe Keh Gayi" song movie?

Ans: "Main Jaagun Aksar, Teri Aankhe Keh Gayi" song is from movie "War Chhod Na Yaar (2013)".

"Main Jaagun Aksar, Teri Aankhe Keh Gayi" गाने के बारे में अक्सर पूछे जाने वाले प्रश्न

प्रश्न: "Main Jaagun Aksar, Teri Aankhe Keh Gayi" गाने के गायक कौन हैं?

उत्तर: "Main Jaagun Aksar, Teri Aankhe Keh Gayi" गाना Ali Aslam, Shujath Ali Khan ने गाया है।

प्रश्न: "Main Jaagun Aksar, Teri Aankhe Keh Gayi" गीत के संगीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Main Jaagun Aksar, Teri Aankhe Keh Gayi" गीत का संगीत Aslam Keyi द्वारा रचित है।

प्रश्न: "Main Jaagun Aksar, Teri Aankhe Keh Gayi" गीत के गीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Main Jaagun Aksar, Teri Aankhe Keh Gayi" के गीत Azeem Shirazi ने लिखे है।

प्रश्न: "Main Jaagun Aksar, Teri Aankhe Keh Gayi" गाने वाली फिल्म का नाम क्या है?

उत्तर: "Main Jaagun Aksar, Teri Aankhe Keh Gayi" गाना फिल्म "War Chhod Na Yaar (2013)" से है।

More songs you may like by singer Ali Aslam

More songs you may like by composer Aslam Keyi

More songs you may like by lyricist Azeem Shirazi

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *