Songs# :

Lo Hum Aaye Dulha Bhaiya Ke Barati Banake lyrics in English, Hindi - Aan Baan (1972) | Mohammed Rafi

Lo Hum Aaye Dulha Bhaiya Ke Barati Banake song is Bollywood, Hindi song from movie Aan Baan (1972) sung by Mohammed Rafi. Lo Hum Aaye Dulha Bhaiya Ke Barati Banake lyrics of this song is penned down by Gulshan Bawra while music of the song is given by Shankar Jaikishan.

Lo Hum Aaye Dulha Bhaiya Ke Barati Banake song details

Song : Lo Hum Aaye Dulha Bhaiya Ke Barati Banake
Movie : Aan Baan (1972)
Singer(s) : Mohammed Rafi
Composer(s) : Shankar Jaikishan
Lyricist(s) : Gulshan Bawra
Views: 22

Lo Hum Aaye Dulha Bhaiya Ke Barati Banake lyrics

Lo Hum Aaye Dulha Bhaiya Ke Barati Banake lyrics in

                        
Bade bhai ki baraat mein bhai naachate gaate chalate hai
Aap naachenge nahi
Kyun nahi laala ji main sirf naachunga nahi gaayunga bhi
Sarkaar

Mat puchho jo khushi ke maare aaj hai apna haal
Aankhon mein chhaayi hai masti behek rahi hai chaal
Ke lo hum aaye dulha bhaiya ke baaraati banke 
Ke lo hum aaye dulha bhaiya ke baaraati banke
Aaj duniya hai hamaari aaj duniya hai hamaari chalenge tanke
Ke lo hum aaye dulha bhaiya ke baaraati banake 
Ke lo hum aaye dulha bhaiya ke baaraati banake 

Pyaar ke dekho kaise kaise rang aaye hai sehre mein
Hamne apne armaano ke phul sajaaye sehre mein
Pyaar ke dekho kaise kaise rang aaye hai sehre mein
Hamne apane armaano ke phul sajaaye sehre mein
Dil ke gulshan se haay dil ke gulshan se laaye hai jo chun chunke
Ke lo hum aaye dulha bhaiya ke baaraati banake
Ke lo hum aaye dulha bhaiya ke baaraati banake

Waha talak khushiya hi khushiya najar jaha tak jaati hai
Khush kismat logo ko kismat aisa din dikhlaati hai
Waha talak khushiya hi khushiya najar jaha tak jaati hai
Khush kismat logo ko kismat aisa din dikhlaati hai
Isi din ko haay isi din ko gujaare din gin ginake
Ke lo hum aaye dulha bhaiya ke baaraati banake 
Ke lo hum aaye dulha bhaiya ke baaraati banake 

Khushi mein dhadkan tej ho gayi tej karo lay baaje ki
Apni manjil tak aa pahunchi ghodi dulhe raaje ki
Khushi mein dhadkan tej ho gayi tej karo lay baaje ki
Apni manjil tak aa pahunchi ghodi dulhe raaje ki
Ho dil jhume haay dil jhume shehnaayi ki sadaayein sunake
Ke lo hum aaye dulha bhaiya ke baaraati banake 
Ke lo hum aaye dulha bhaiya ke baaraati banake 

Aaj duniya hai hamaari chalenge tan ke
Ke lo hum aaye dulha bhaiya ke baaraati banake 
Ke lo hum aaye dulha bhaiya ke baaraati banake
                    

Lyrics by : Gulshan Bawra



Found Any mistake in Lyrics ? Please comment below in the Comment box.

FAQ about "Lo Hum Aaye Dulha Bhaiya Ke Barati Banake" song

Question: Who is the singer of "Lo Hum Aaye Dulha Bhaiya Ke Barati Banake" song?

Ans: "Lo Hum Aaye Dulha Bhaiya Ke Barati Banake" song is sung by Mohammed Rafi.

Question: Who is the composer of "Lo Hum Aaye Dulha Bhaiya Ke Barati Banake" song?

Ans: "Lo Hum Aaye Dulha Bhaiya Ke Barati Banake" song music composed by Shankar Jaikishan.

Question: Who is the lyricist of "Lo Hum Aaye Dulha Bhaiya Ke Barati Banake" song?

Ans: Gulshan Bawra written the lyrics of "Lo Hum Aaye Dulha Bhaiya Ke Barati Banake".

Question: What is the name of "Lo Hum Aaye Dulha Bhaiya Ke Barati Banake" song movie?

Ans: "Lo Hum Aaye Dulha Bhaiya Ke Barati Banake" song is from movie "Aan Baan (1972)".

"Lo Hum Aaye Dulha Bhaiya Ke Barati Banake" गाने के बारे में अक्सर पूछे जाने वाले प्रश्न

प्रश्न: "Lo Hum Aaye Dulha Bhaiya Ke Barati Banake" गाने के गायक कौन हैं?

उत्तर: "Lo Hum Aaye Dulha Bhaiya Ke Barati Banake" गाना Mohammed Rafi ने गाया है।

प्रश्न: "Lo Hum Aaye Dulha Bhaiya Ke Barati Banake" गीत के संगीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Lo Hum Aaye Dulha Bhaiya Ke Barati Banake" गीत का संगीत Shankar Jaikishan द्वारा रचित है।

प्रश्न: "Lo Hum Aaye Dulha Bhaiya Ke Barati Banake" गीत के गीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Lo Hum Aaye Dulha Bhaiya Ke Barati Banake" के गीत Gulshan Bawra ने लिखे है।

प्रश्न: "Lo Hum Aaye Dulha Bhaiya Ke Barati Banake" गाने वाली फिल्म का नाम क्या है?

उत्तर: "Lo Hum Aaye Dulha Bhaiya Ke Barati Banake" गाना फिल्म "Aan Baan (1972)" से है।

More songs you may like by singer Mohammed Rafi

More songs you may like by composer Shankar Jaikishan

More songs you may like by lyricist Gulshan Bawra

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *