Songs# :

Lo Aaj Suno Apne Shaahido Ki Kahani lyrics in English, Hindi - Minister (1959) | Asha Bhosle | Mohammed Rafi

Lo Aaj Suno Apne Shaahido Ki Kahani song is Bollywood, Hindi song from movie Minister (1959) sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. Lo Aaj Suno Apne Shaahido Ki Kahani lyrics of this song is penned down by Rajinder Krishan while music of the song is given by Madan Mohan.

Lo Aaj Suno Apne Shaahido Ki Kahani song details

Song : Lo Aaj Suno Apne Shaahido Ki Kahani
Movie : Minister (1959)
Singer(s) : Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Composer(s) : Madan Mohan
Lyricist(s) : Rajinder Krishan
Views: 13

Lo Aaj Suno Apne Shaahido Ki Kahani lyrics

Lo Aaj Suno Apne Shaahido Ki Kahani lyrics in

                        
Lo aaj suno, lo aaj suno
Apne shahido ki kahani 
Badhte huye chadhte huye
Bharat ki jawani, lo aaj suno

Sadiyo rahe ye desh videshi ka hi dera
Chhaya raha ghanghor gulami ka andhera
Par chhin liya apne shahido ne savera
Roke se nahi rukti hai dariya ki rawani, lo aaj suno

Kitno ka baha khun satawan ke gaddar me
Mar mitne ka armaan tha parwano ke sar me
Ladte raho aazadi ki subah hai najar me
Lalkaar uthi jahnsi se yu lakshmi rani, lo aaj suno

Is desh ki wo devi kamar baandh ke aayi
Mata ke liye beti ne talvar uthai
Dene lage angrej bhi ghabrake duhai
Gaddar magar chal hi gaye chaal purani, lo aaj suno

Rani ka balidan magar log na bhule
Katte hi rahe taki chaman desh ka fule
Sindur lute maango ke sune huye jhule
Hans hans ke luta dali jawano ne jawani
Lo aaj suno, lo aaj suno
Apne shahido ki kahani 
Badhte huye chadhte huye
Bharat ki jawani, lo aaj suno

Phie desh me gunj utha tilak ji ka ye nara
Aazadi janam se hai adhikar humara
Aazadi janam se hai adhikar humara
Is nari ne dubi huyi naiya ko ubhara
Ghatne laga hatne laga majhdhar ka pani
Lo aaj suno

Raghupati raghav raja ram 
Patit pawan sita ram
Raghupati raghav raja ram 
Patit pawan sita ram
Ishwar allah tere naam
Sabko sunmati bhagwan
Raghupati raghav raja ram 
Patit pawan sita ram

Phir aa gaya wo sant jise kahte hai gandhi
Kaya thi ahinsa ki magar josh me aandhi
Bikhri huyi ye kaum jo ek taar me baandhi
Barat pe naye rang se phir aayi jawani
Lo aaj suno, lo aaj suno
Apne shahido ki kahani 
Badhte huye chadhte huye
Bharat ki jawani, lo aaj suno

Phir mata ka ek aur bhakt aaya bhagat singh
Sath apne pahado ka jigar laya bhagat singh
Suli pe bhi chadhte huye yu gaaya bhagat singh
Yu gaaya bhagat singh
Mera rang de basanti chola
Maa mera rang de basanti chola
Mera rang de basanti chola
Maa mera rang de basanti chola
Mera rang de basanti chola
Maa mera rang de basanti chola
Suli pe bhi chadhte huye yu gaaya bhagat singh
Yu gaaya bhagat singh
Hogi na yaad kabhi bhagat singh ki purani
Lo aaj suno

Kakor ka ek sher tha par naam tha bismil
Wo ram ka prasad gulami ka tha kaatil
Ye kahte huye aur shahido se gaya mil
Shahido se gaya mil
Pass jo kuch bhi hai mata ki najar karte hai
Khush rahi ahle watan hum to safar karte hai
Ye kahte huye aur shahido se gaya mil
Shahido se gaya mil
Bhulenge na hindi kabhi us sher ki vaani
Lo aaj suno, lo aaj suno
Apne shahido ki kahani 
Badhte huye chadhte huye
Bharat ki jawani, lo aaj suno

Bapu ke dikhaye huye raste pe chala desh
Subhash ki aur daas ki godo me pala desh
Subhash ki aur daas ki godo me pala desh
Lajpat ki aur aazad ki seva se fhla desh
Aur aaj hai sabse badhkar ye bhala desh
Dekhe koi is desh me ganga ki rawani, lo aaj suno

Vallabh ne sanwara to jawahar ne nikhara
Aao jara ab soche hai kya farz humara
Aao jara ab soche hai kya farz humara
Hai laalkile se ye jawahar ka ishara
Majhdhar se nikle hai mila to ahi kinara
Par ye na samajhna ke huyi khtam kahani, lo aaj suno

Is desh me jab tak hai koi bhi bhikari
Mit jaye na is dharti se jab tak ye bekari
Samjho ke sarasar hai ye tauhin humari
Samjho ke sarasar hai ye tauhin humari
Badhte raho badhte raho badhte raho 
Badhte raho badhte raho 
Badhte raho manzil ki taraf hindustani
Badhte raho badhte raho badhte raho 
Badhte raho manzil ki taraf hindustani
Badhte raho badhte raho badhte raho 
Badhte raho manzil ki taraf hindustani
Badhte raho badhte raho badhte raho 
Badhte raho badhte raho badhte raho
                    

Lyrics by : Rajinder Krishan



Found Any mistake in Lyrics ? Please comment below in the Comment box.

FAQ about "Lo Aaj Suno Apne Shaahido Ki Kahani" song

Question: Who is the singer of "Lo Aaj Suno Apne Shaahido Ki Kahani" song?

Ans: "Lo Aaj Suno Apne Shaahido Ki Kahani" song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi.

Question: Who is the composer of "Lo Aaj Suno Apne Shaahido Ki Kahani" song?

Ans: "Lo Aaj Suno Apne Shaahido Ki Kahani" song music composed by Madan Mohan.

Question: Who is the lyricist of "Lo Aaj Suno Apne Shaahido Ki Kahani" song?

Ans: Rajinder Krishan written the lyrics of "Lo Aaj Suno Apne Shaahido Ki Kahani".

Question: What is the name of "Lo Aaj Suno Apne Shaahido Ki Kahani" song movie?

Ans: "Lo Aaj Suno Apne Shaahido Ki Kahani" song is from movie "Minister (1959)".

"Lo Aaj Suno Apne Shaahido Ki Kahani" गाने के बारे में अक्सर पूछे जाने वाले प्रश्न

प्रश्न: "Lo Aaj Suno Apne Shaahido Ki Kahani" गाने के गायक कौन हैं?

उत्तर: "Lo Aaj Suno Apne Shaahido Ki Kahani" गाना Asha Bhosle, Mohammed Rafi ने गाया है।

प्रश्न: "Lo Aaj Suno Apne Shaahido Ki Kahani" गीत के संगीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Lo Aaj Suno Apne Shaahido Ki Kahani" गीत का संगीत Madan Mohan द्वारा रचित है।

प्रश्न: "Lo Aaj Suno Apne Shaahido Ki Kahani" गीत के गीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Lo Aaj Suno Apne Shaahido Ki Kahani" के गीत Rajinder Krishan ने लिखे है।

प्रश्न: "Lo Aaj Suno Apne Shaahido Ki Kahani" गाने वाली फिल्म का नाम क्या है?

उत्तर: "Lo Aaj Suno Apne Shaahido Ki Kahani" गाना फिल्म "Minister (1959)" से है।

More songs you may like by singer Asha Bhosle

More songs you may like by singer Mohammed Rafi

More songs you may like by composer Madan Mohan

More songs you may like by lyricist Rajinder Krishan

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *