Songs# :

कभी खुशी कभी गम Kabhee Khushee Kabhee Gham (Happy Version) lyrics in English, Hindi - Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001) | Lata Mangeshkar

Kabhee Khushee Kabhee Gham (Happy Version) song is Bollywood, Hindi song from movie Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001) sung by Lata Mangeshkar. Kabhee Khushee Kabhee Gham (Happy Version) lyrics of this song is penned down by Sameer while music of the song is given by Jatin Lalit.

Kabhee Khushee Kabhee Gham (Happy Version) song details

Song : Kabhee Khushee Kabhee Gham (Happy Version)
Movie : Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001)
Singer(s) : Lata Mangeshkar
Composer(s) : Jatin Lalit
Lyricist(s) : Sameer
Views: 19

Kabhee Khushee Kabhee Gham (Happy Version) lyrics

Kabhee Khushee Kabhee Gham (Happy Version) lyrics in Hindi

                        
Kabhi khushi kabhi gam, naa juda honge hum
Kabhi khushi kabhi gam
Meri saanso me tu hai samaya, mera jivan to hai tera saya 
Meri saanso me tu hai samaya, mera jivan to hai tera saya 
Teri puja karu mai toh har dam
Ye hai tere karam, kabhi khushi kabhi gam
Naa juda honge hum, kabhi khushi kabhi gam
Meri saanso me tu hai samaya, mera jivan to hai tera saya 
Teri puja karu mai toh har dam
Yeh hai tere karam, kabhi khushi kabhi gam
Naa juda honge hum, kabhi khushi kabhi gam

Subaho sham charno me diye hum jalaye
Dekhe jahan bhi dekhe tujhko hi paye
Subaho sham charno me diye hum jalaye
Dekhe jahan bhi dekhe tujhko hi paye
Inn labo pe tera bas tera nam ho
Inn labo pe tera bas tera nam ho
Pyar dil se kabhi bhi na ho kam
Yeh hai tere karam, kabhi khushi kabhi gam
Naa juda honge ham, kabhi khushi kabhi gam

Ye ghar nahi hai, mandir hai tera
Iss me sada rahe tera basera
Ye ghar nahi hai, mandir hai tera
Iss me sada rahe tera basera
Khushbuo se teri ye mehakta rahe 
Khushbuo se teri ye mehakta rahe 
Aaye jaye bhale koi mausam
Yeh hai tere karam, kabhi khushi kabhi gam
Naa juda honge ham, kabhi khushi kabhi gam

Meri saanso me tu hai samaya, mera jivan toh hai tera saya 
Meri saanso me tu hai samaya, mera jivan toh hai tera saya
Teri puja karu mai to har dam
Yeh hai tere karam, kabhi khushi kabhi gam
Naa juda honge ham, kabhi khushi kabhi gam
Kabhi khushi kabhi gam, naa juda honge hum
Kabhi khushi kabhi gam


Lyrics typed by : ruchita parab
                    

Lyrics by : Sameer



Found Any mistake in Lyrics ? Please comment below in the Comment box.

FAQ about "Kabhee Khushee Kabhee Gham (Happy Version)" song

Question: Who is the singer of "Kabhee Khushee Kabhee Gham (Happy Version)" song?

Ans: "Kabhee Khushee Kabhee Gham (Happy Version)" song is sung by Lata Mangeshkar.

Question: Who is the composer of "Kabhee Khushee Kabhee Gham (Happy Version)" song?

Ans: "Kabhee Khushee Kabhee Gham (Happy Version)" song music composed by Jatin Lalit.

Question: Who is the lyricist of "Kabhee Khushee Kabhee Gham (Happy Version)" song?

Ans: Sameer written the lyrics of "Kabhee Khushee Kabhee Gham (Happy Version)".

Question: What is the name of "Kabhee Khushee Kabhee Gham (Happy Version)" song movie?

Ans: "Kabhee Khushee Kabhee Gham (Happy Version)" song is from movie "Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001)".

"Kabhee Khushee Kabhee Gham (Happy Version)" गाने के बारे में अक्सर पूछे जाने वाले प्रश्न

प्रश्न: "Kabhee Khushee Kabhee Gham (Happy Version)" गाने के गायक कौन हैं?

उत्तर: "Kabhee Khushee Kabhee Gham (Happy Version)" गाना Lata Mangeshkar ने गाया है।

प्रश्न: "Kabhee Khushee Kabhee Gham (Happy Version)" गीत के संगीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Kabhee Khushee Kabhee Gham (Happy Version)" गीत का संगीत Jatin Lalit द्वारा रचित है।

प्रश्न: "Kabhee Khushee Kabhee Gham (Happy Version)" गीत के गीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Kabhee Khushee Kabhee Gham (Happy Version)" के गीत Sameer ने लिखे है।

प्रश्न: "Kabhee Khushee Kabhee Gham (Happy Version)" गाने वाली फिल्म का नाम क्या है?

उत्तर: "Kabhee Khushee Kabhee Gham (Happy Version)" गाना फिल्म "Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001)" से है।

More songs you may like by singer Lata Mangeshkar

More songs you may like by composer Jatin Lalit

More songs you may like by lyricist Sameer

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *