Songs# :

Jalti Hui Jawaniyan, Ye Unkahi Kahaniya lyrics in English, Hindi - Bambai Raat Ki Bahon Mein (1968) | Mahendra Kapoor

Jalti Hui Jawaniyan, Ye Unkahi Kahaniya song is Bollywood, Hindi song from movie Bambai Raat Ki Bahon Mein (1968) sung by Mahendra Kapoor. Jalti Hui Jawaniyan, Ye Unkahi Kahaniya lyrics of this song is penned down by Hasan Kamaal while music of the song is given by J P Kaushik.

Jalti Hui Jawaniyan, Ye Unkahi Kahaniya song details

Song : Jalti Hui Jawaniyan, Ye Unkahi Kahaniya
Movie : Bambai Raat Ki Bahon Mein (1968)
Singer(s) : Mahendra Kapoor
Composer(s) : J P Kaushik
Lyricist(s) : Hasan Kamaal
Views: 9

Jalti Hui Jawaniyan, Ye Unkahi Kahaniya lyrics

Jalti Hui Jawaniyan, Ye Unkahi Kahaniya lyrics in

                        
Jalti huyi jawaniya, ye ankahi kahaniya
Allah re qayamat, allah re qayamat
Jalti huyi jawaniya, ye ankahi kahaniya
Allah re qayamat, allah re qayamat
Jalti huyi jawaniya

Aanchal udaa hawa mein, halchal huyi ghata mein
Khushboo si bas gayi hai, bahki huyi faza mein
Bahki huyi faza mein, nigahe jahan jam gayin
Hawaye wahin tham gayi, bas mein hai jaise kudrat
Allah re qayamat, jalti huyi jawaniya

Phhoolon bhara wo daman, jaise khilaa ho gulshan
Jalwon ki chandni hai, jalwon ki chandni hai
Naazo adaa ka sawan, naazo adaa ka sawan
Runak chham chham, chham chham
Ye bahke se qadam, dil kyon bache salamat
Allah re qayamat, jalti huyi jawaniyaa

Jab tan lachak gayaa hai, ho sholaa bhadak gayaa hai
Jaise koi sharaabi, jaise koi sharaabi
Peekar bahak gaya hai, peekar bahak gaya hai
Dhanak bal khaa gayi, fazaa lahraa gayi
Ye loch ye nazaakat
Allah re qayamat, jalti huyi jawaniya

Ye husn chhalkaa chhalkaa, ye raks halka halka
Lahro pe doltaa sa, ek phhol hai kamal ka
Ek phhol hai kamal ka, nadi pe thhirke kiran
Bahe jaise pawan, har ek ada hai aafat
Alla re qayamat, jalti huyi jawaniya
Ye ankahi kahaniya, allah re qayamat
Allah re qayamat, jalti huyi jawaniya
                    

Lyrics by : Hasan Kamaal



Found Any mistake in Lyrics ? Please comment below in the Comment box.

FAQ about "Jalti Hui Jawaniyan, Ye Unkahi Kahaniya" song

Question: Who is the singer of "Jalti Hui Jawaniyan, Ye Unkahi Kahaniya" song?

Ans: "Jalti Hui Jawaniyan, Ye Unkahi Kahaniya" song is sung by Mahendra Kapoor.

Question: Who is the composer of "Jalti Hui Jawaniyan, Ye Unkahi Kahaniya" song?

Ans: "Jalti Hui Jawaniyan, Ye Unkahi Kahaniya" song music composed by J P Kaushik.

Question: Who is the lyricist of "Jalti Hui Jawaniyan, Ye Unkahi Kahaniya" song?

Ans: Hasan Kamaal written the lyrics of "Jalti Hui Jawaniyan, Ye Unkahi Kahaniya".

Question: What is the name of "Jalti Hui Jawaniyan, Ye Unkahi Kahaniya" song movie?

Ans: "Jalti Hui Jawaniyan, Ye Unkahi Kahaniya" song is from movie "Bambai Raat Ki Bahon Mein (1968)".

"Jalti Hui Jawaniyan, Ye Unkahi Kahaniya" गाने के बारे में अक्सर पूछे जाने वाले प्रश्न

प्रश्न: "Jalti Hui Jawaniyan, Ye Unkahi Kahaniya" गाने के गायक कौन हैं?

उत्तर: "Jalti Hui Jawaniyan, Ye Unkahi Kahaniya" गाना Mahendra Kapoor ने गाया है।

प्रश्न: "Jalti Hui Jawaniyan, Ye Unkahi Kahaniya" गीत के संगीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Jalti Hui Jawaniyan, Ye Unkahi Kahaniya" गीत का संगीत J P Kaushik द्वारा रचित है।

प्रश्न: "Jalti Hui Jawaniyan, Ye Unkahi Kahaniya" गीत के गीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Jalti Hui Jawaniyan, Ye Unkahi Kahaniya" के गीत Hasan Kamaal ने लिखे है।

प्रश्न: "Jalti Hui Jawaniyan, Ye Unkahi Kahaniya" गाने वाली फिल्म का नाम क्या है?

उत्तर: "Jalti Hui Jawaniyan, Ye Unkahi Kahaniya" गाना फिल्म "Bambai Raat Ki Bahon Mein (1968)" से है।

More songs you may like by singer Mahendra Kapoor

More songs you may like by composer J P Kaushik

More songs you may like by lyricist Hasan Kamaal

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *