Songs# :

Jab Tum Aaoge Sawan Mein lyrics in English, Hindi - Khwaab (1998) | Richa

Jab Tum Aaoge Sawan Mein song is Album song from album Khwaab (1998) sung by Richa. Jab Tum Aaoge Sawan Mein lyrics of this song is penned down by Aruna Nazar while music of the song is given by K. S. Narula. Music label of this song is © T-Series

Jab Tum Aaoge Sawan Mein

Jab Tum Aaoge Sawan Mein song details

Song : Jab Tum Aaoge Sawan Mein
Album : Khwaab (1998)
Singer(s) : Richa
Composer(s) : K. S. Narula
Lyricist(s) : Aruna Nazar
Genre(s) : Ghazal
Music Label(s) : © T-Series
Views: 16

Jab Tum Aaoge Sawan Mein lyrics

Jab Tum Aaoge Sawan Mein lyrics in

                        
Jab tum aaoge sawan mein
Sawan kitana achha hoga
Jab tum aaoge sawan mein
Sawan kitana achha hoga
Barsoge tum jis aangan mein
Aagan kitana achha hoga
Jab tum aaoge sawan mein
Sawan kitana achha hoga
Jab tum aaoge sawan mein
Sawan kitana achha hoga

Madhuban mein harroj bahare
Aati hain aur jaati hain
Madhuban mein harroj bahare
Aati hain aur jaati hain
Aaoge jab tum madhuban mein
Madhuban kitna achha hoga
Jab tum aaoge sawan mein
Sawan kitana achha hoga
Jab tum aaoge sawan mein

Darpan mujhko dikhlata hain
Prati din mere chehre ko
Darpan mujhko dikhlata hain
Prati din mere chehre ko
Aaoge jab tum darpan mein
Darpan kitana achha hoga
Jab tum aaoge sawan mein
Sawan kitana achha hoga
Jab tum aaoge sawan mein

Jiske sundar daaman ke aage
Chaand sitare sarma jaaye
Jiske sundar daaman ke aage
Chaand sitare sarma jaaye
Nazar pade jab unka darshan
Darshan kitana achha hoga
Jab tum aaoge sawan mein
Sawan kitana achha hoga
Jab tum aaoge sawan mein
Sawan kitana achha hoga
Barsoge tum jis aangan mein
Aagan kitana achha hoga
Jab tum aaoge sawan mein
Sawan kitana achha hoga
Jab tum aaoge sawan mein.
                    

Lyrics by : Aruna Nazar



Found Any mistake in Lyrics ? Please comment below in the Comment box.

FAQ about "Jab Tum Aaoge Sawan Mein" song

Question: Who is the singer of "Jab Tum Aaoge Sawan Mein" song?

Ans: "Jab Tum Aaoge Sawan Mein" song is sung by Richa.

Question: Who is the composer of "Jab Tum Aaoge Sawan Mein" song?

Ans: "Jab Tum Aaoge Sawan Mein" song music composed by K. S. Narula.

Question: Who is the lyricist of "Jab Tum Aaoge Sawan Mein" song?

Ans: Aruna Nazar written the lyrics of "Jab Tum Aaoge Sawan Mein".

Question: What is the name of "Jab Tum Aaoge Sawan Mein" song album?

Ans: "Jab Tum Aaoge Sawan Mein" song is from album "Khwaab (1998)".

"Jab Tum Aaoge Sawan Mein" गाने के बारे में अक्सर पूछे जाने वाले प्रश्न

प्रश्न: "Jab Tum Aaoge Sawan Mein" गाने के गायक कौन हैं?

उत्तर: "Jab Tum Aaoge Sawan Mein" गाना Richa ने गाया है।

प्रश्न: "Jab Tum Aaoge Sawan Mein" गीत के संगीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Jab Tum Aaoge Sawan Mein" गीत का संगीत K. S. Narula द्वारा रचित है।

प्रश्न: "Jab Tum Aaoge Sawan Mein" गीत के गीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Jab Tum Aaoge Sawan Mein" के गीत Aruna Nazar ने लिखे है।

प्रश्न: "Jab Tum Aaoge Sawan Mein" गाने वाली एल्बम का नाम क्या है?

उत्तर: "Jab Tum Aaoge Sawan Mein" गाना एल्बम "Khwaab (1998)" से है।

More songs you may like by singer Richa

More songs you may like by composer K. S. Narula

More songs you may like by lyricist Aruna Nazar

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *