Songs# :

Jab Se Tumhe Dekha Hai, Aankhon Me Tum Hi Tum Ho lyrics in English, Hindi - Gharana (1961) | Mohammed Rafi | Asha Bhosle

Jab Se Tumhe Dekha Hai, Aankhon Me Tum Hi Tum Ho song is Bollywood, Hindi song from movie Gharana (1961) sung by Mohammed Rafi, Asha Bhosle. Jab Se Tumhe Dekha Hai, Aankhon Me Tum Hi Tum Ho lyrics of this song is penned down by Shakeel Badayuni while music of the song is given by Ravi.

Jab Se Tumhe Dekha Hai, Aankhon Me Tum Hi Tum Ho song details

Song : Jab Se Tumhe Dekha Hai, Aankhon Me Tum Hi Tum Ho
Movie : Gharana (1961)
Singer(s) : Mohammed Rafi, Asha Bhosle
Composer(s) : Ravi
Lyricist(s) : Shakeel Badayuni
Views: 7

Jab Se Tumhe Dekha Hai, Aankhon Me Tum Hi Tum Ho lyrics

Jab Se Tumhe Dekha Hai, Aankhon Me Tum Hi Tum Ho lyrics in

                        
Jab se tumhe dekha hai aankho me tumhi tum ho
Jab se tumhe dekha hai aankho me tumhi tum ho
Hum bhi yahi kahate hai sanso me tumhi tum ho
Jab se tumhe dekha hai aankho me tumhi tum ho

Aa gaye pyar ke din bekhudi chahne lagi
Mastiya jhum uthi zindagi gane lagi
Aa gaye pyar ke din bekhudi chahne lagi 
Mastiya jhum uthi zindagi gane lagi, 
Zindagi gane lagi  
Dil ke naye nagmo ki tano me tumhi tum ho
Dil ke naye nagmo ki tano me tumhi tum ho
Hum bhi yahi kahate hai sanso me tumhi tum ho
Jab se tumhe dekha hai aankho me tumhi tum ho

Jab se paya hai tumhe bhiga-bhiga hai sama
Jab se chaha hai tumhe har nazara hai jawa
Jab se paya hai tumhe bhiga-bhiga hai sama
Jab se chaha hai tumhe har nazara hai jawa
Har nazara hai jawa
Dil me tumhi rahte ho yado me tumhi tum ho
Dil me tumhi rahte ho yado me tumhi tum ho
Hum bhi yahi kahate hai sanso me tumhi tum ho
Jab se tumhe dekha hai aankho me tumhi tum ho

Dip kushiyo ke sada dil me jalate hi rahe  
Pyar ki duniya me hum sath chalte hi rahe
Dip kushiyo ke sada dil me jalate hi rahe
Pyar ki duniya me hum sath chalte hi rahe
Sath chalte hi rahe
Kyu na mile manzil jab raho me tumhi tum ho
Kyu na mile manzil jab raho me tumhi tum ho
Hum bhi yahi kahate hai, sanso me tumhi tum ho
Jab se tumhe dekha hai, aankho me tumhi tum ho
Jab se tumhe dekha hai, aankho me tumhi tum ho
                    

Lyrics by : Shakeel Badayuni



Found Any mistake in Lyrics ? Please comment below in the Comment box.

FAQ about "Jab Se Tumhe Dekha Hai, Aankhon Me Tum Hi Tum Ho" song

Question: Who is the singer of "Jab Se Tumhe Dekha Hai, Aankhon Me Tum Hi Tum Ho" song?

Ans: "Jab Se Tumhe Dekha Hai, Aankhon Me Tum Hi Tum Ho" song is sung by Mohammed Rafi, Asha Bhosle.

Question: Who is the composer of "Jab Se Tumhe Dekha Hai, Aankhon Me Tum Hi Tum Ho" song?

Ans: "Jab Se Tumhe Dekha Hai, Aankhon Me Tum Hi Tum Ho" song music composed by Ravi.

Question: Who is the lyricist of "Jab Se Tumhe Dekha Hai, Aankhon Me Tum Hi Tum Ho" song?

Ans: Shakeel Badayuni written the lyrics of "Jab Se Tumhe Dekha Hai, Aankhon Me Tum Hi Tum Ho".

Question: What is the name of "Jab Se Tumhe Dekha Hai, Aankhon Me Tum Hi Tum Ho" song movie?

Ans: "Jab Se Tumhe Dekha Hai, Aankhon Me Tum Hi Tum Ho" song is from movie "Gharana (1961)".

"Jab Se Tumhe Dekha Hai, Aankhon Me Tum Hi Tum Ho" गाने के बारे में अक्सर पूछे जाने वाले प्रश्न

प्रश्न: "Jab Se Tumhe Dekha Hai, Aankhon Me Tum Hi Tum Ho" गाने के गायक कौन हैं?

उत्तर: "Jab Se Tumhe Dekha Hai, Aankhon Me Tum Hi Tum Ho" गाना Mohammed Rafi, Asha Bhosle ने गाया है।

प्रश्न: "Jab Se Tumhe Dekha Hai, Aankhon Me Tum Hi Tum Ho" गीत के संगीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Jab Se Tumhe Dekha Hai, Aankhon Me Tum Hi Tum Ho" गीत का संगीत Ravi द्वारा रचित है।

प्रश्न: "Jab Se Tumhe Dekha Hai, Aankhon Me Tum Hi Tum Ho" गीत के गीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Jab Se Tumhe Dekha Hai, Aankhon Me Tum Hi Tum Ho" के गीत Shakeel Badayuni ने लिखे है।

प्रश्न: "Jab Se Tumhe Dekha Hai, Aankhon Me Tum Hi Tum Ho" गाने वाली फिल्म का नाम क्या है?

उत्तर: "Jab Se Tumhe Dekha Hai, Aankhon Me Tum Hi Tum Ho" गाना फिल्म "Gharana (1961)" से है।

More songs you may like by singer Mohammed Rafi

More songs you may like by singer Asha Bhosle

More songs you may like by composer Ravi

More songs you may like by lyricist Shakeel Badayuni

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *