Songs# :

Jaao Ji Sasural Munia lyrics in English, Hindi - Aakrosh (2010) | Shreya Ghoshal

Jaao Ji Sasural Munia song is Bollywood, Hindi song from movie Aakrosh (2010) sung by Shreya Ghoshal. Jaao Ji Sasural Munia lyrics of this song is penned down by Irshad Kamil while music of the song is given by Pritam Chakraborty.

Jaao Ji Sasural Munia song details

Song : Jaao Ji Sasural Munia
Movie : Aakrosh (2010)
Singer(s) : Shreya Ghoshal
Composer(s) : Pritam Chakraborty
Lyricist(s) : Irshad Kamil
Views: 11

Jaao Ji Sasural Munia lyrics

Jaao Ji Sasural Munia lyrics in

                        
Banno dhaani chunri mein maare lashkara
Channo chaandi jaisa tumhara chamkara
Haye banno dhaani chunri mein maare lashkara
Channo chaandi jaisa tumhara chamkara
Ja mehndi racha ke inn haathon mein zara
Kaatun piya ji ka charkha, jaao ji sasural munia
Raaton ko chaahat ki barkha, jaao ji sasural munia
Kaatun piya ji ka charkha, jaao ji sasural munia
Raaton ko chaahat ki barkha, jaao ji sasural munia

Piya rang rangeela, shehtoot se raseela
Tum kha na jaana banno usse
Dikhne mein robeela, thoda sa hai sharmeela
Tum hi rachaana banno usse
Haye piya rang rangeela, shehtoot se raseela
Tum kha na jaana banno usse
Dikhne mein robeela, thoda sa hai sharmeela
Tum hi rachaana banno usse
Ho aise waise jaise bhi ya pakde kalaiyaan
Jaade waali raaton mein jee le ke rajaiyaan
Kaatun piya ji ka charkha, jaao ji sasural munia
Raaton ko chaahat ki barkha, jaao ji sasural munia
Kaatun piya ji ka charkha, jaao ji sasural munia
Raaton ko chaahat ki barkha, jaao ji sasural munia

Bann ke dulhan saajan ke sang jaao ji sasural munia
Bann ke dulhan saajan ke sang jaao ji sasural munia

Saanson ke sarhaane, yaadein barse batiyaane
Baitho toh piya pe ho nazar
Saari baatein peechay, tum jaana na na meechay
Bula le piya bheetar agar
Ho saanson ke sarhaane, yaadein barse batiyaane
Baitho toh piya pe ho nazar
Saari baatein peechay, tum jaana na na meechay
Bula le piya bheetar agar
Ho chipki ho raatein dheeli, ho chaarpaayian
Kothe pe biccha ke aise dekhun chataiyaan
Kaatun piya ji ka charkha, jaao ji sasural munia
Raaton ko chaahat ki barkha, jaao ji sasural munia
Kaatun piya ji ka charkha, jaao ji sasural munia
Raaton ko chaahat ki barkha, jaao ji sasural munia

Banno dhaani chunri mein maare lashkara
Channo chaandi jaisa tumhara chamkara
Banno dhaani chunri mein maare lashkara
Channo chaandi jaisa tumhara chamkara
Ja mehndi racha ke inn haathon mein zara
Kaatun piya ji ka charkha, jaao ji sasural munia
Raaton ko chaahat ki barkha, jaao ji sasural munia
Kaatun piya ji ka charkha, jaao ji sasural munia
Raaton ko chaahat ki barkha, jaao ji sasural munia
Kaatun piya ji ka charkha, jaao ji sasural munia
Raaton ko chaahat ki barkha, jaao ji sasural munia
                    

Lyrics by : Irshad Kamil



Found Any mistake in Lyrics ? Please comment below in the Comment box.

FAQ about "Jaao Ji Sasural Munia" song

Question: Who is the singer of "Jaao Ji Sasural Munia" song?

Ans: "Jaao Ji Sasural Munia" song is sung by Shreya Ghoshal.

Question: Who is the composer of "Jaao Ji Sasural Munia" song?

Ans: "Jaao Ji Sasural Munia" song music composed by Pritam Chakraborty.

Question: Who is the lyricist of "Jaao Ji Sasural Munia" song?

Ans: Irshad Kamil written the lyrics of "Jaao Ji Sasural Munia".

Question: What is the name of "Jaao Ji Sasural Munia" song movie?

Ans: "Jaao Ji Sasural Munia" song is from movie "Aakrosh (2010)".

"Jaao Ji Sasural Munia" गाने के बारे में अक्सर पूछे जाने वाले प्रश्न

प्रश्न: "Jaao Ji Sasural Munia" गाने के गायक कौन हैं?

उत्तर: "Jaao Ji Sasural Munia" गाना Shreya Ghoshal ने गाया है।

प्रश्न: "Jaao Ji Sasural Munia" गीत के संगीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Jaao Ji Sasural Munia" गीत का संगीत Pritam Chakraborty द्वारा रचित है।

प्रश्न: "Jaao Ji Sasural Munia" गीत के गीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Jaao Ji Sasural Munia" के गीत Irshad Kamil ने लिखे है।

प्रश्न: "Jaao Ji Sasural Munia" गाने वाली फिल्म का नाम क्या है?

उत्तर: "Jaao Ji Sasural Munia" गाना फिल्म "Aakrosh (2010)" से है।

More songs you may like by singer Shreya Ghoshal

More songs you may like by composer Pritam Chakraborty

More songs you may like by lyricist Irshad Kamil

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *