Songs# :

Ishq Nahi Aasaan lyrics in English, Hindi - Guddan - Tumse Na Ho Paayega | Esha Gaur | Puneet Dixit | Shashi Suman | Sonu Nigam

Ishq Nahi Aasaan song is TV show song from show Guddan - Tumse Na Ho Paayega sung by Esha Gaur, Puneet Dixit, Shashi Suman, Sonu Nigam. Ishq Nahi Aasaan lyrics of this song is penned down by Abhendra Kumar Upadhyay while music of the song is given by Puneet Dixit. Featuring Kanika Mann, Nishant Malkani, Divay Dhamija.

Ishq Nahi Aasaan

Ishq Nahi Aasaan song details

Song : Ishq Nahi Aasaan
TV Show : Guddan - Tumse Na Ho Paayega
Singer(s) : Esha Gaur, Puneet Dixit, Shashi Suman, Sonu Nigam
Composer(s) : Puneet Dixit
Lyricist(s) : Abhendra Kumar Upadhyay
Cast(s) : Kanika Mann, Nishant Malkani, Divay Dhamija
Genre(s) : Love
Views: 18

Ishq Nahi Aasaan lyrics

Ishq Nahi Aasaan lyrics in

                        
Ek boond mein dard hai laakhon
Kehta hai aankh ka paani
Marham se bhi na bharegi
Apne zakhmon ki nishani

Ek boond mein dard hai laakhon
Kehta hai aankh ka paani
Marham se bhi na bharegi
Apne zakhmon ki nishani

Haan shartein rakhi thi khushiyon ne
Jinko tha dard mein badalna
Lafzon ne chhod rakha tha
Hothon pe theharna aa…

Aa…

Meri aankhein khule jab bhi
Khule teri hi aahat pe
Jo dum baaqi hai wo nikle
Teri chaahat ki chaukhat pe

Yeh ishq nahi aasaan
Ik aag ka dariya hai
Tujhe milke hi jaana hai
Jeene ka tu zariya hai

Zara ruk ja ae bechainiya
Mujhko thoda aaram de
Gham mil gaye hain saugat mein
Khushiyon ka tu ehsaan de

Khud se hai narazagi
Tere gham ka hai ehsaas bhi
Chal chal ke thak gaye din mere
Aake inko tu shaam de
Barfe jami thi aankhon mein
Inko tha phir kabhi pighalna
Jo likha hua hai pehle se
Namumkin hai badalna

Aa…

Meri aankhein khule jab bhi
Khule teri hi aahat pe
Jo dum baaqi hai wo nikle
Teri chaahat ki chaukhat pe

Yeh ishq nahi aasaan
Ik aag ka dariya hai
Tujhe milke hi jaana hai
Jeene ka tu zariya hai

Meri aankhon mein hai nami
Jaane kaisi hai ye kami
Na hi sar pe mere aasmaan
Na hi pairon tale zameen

Main tukda ban ke hui
Khud se khud hi khafa hui
Mujh mein main hoon ab nahi
Jaane kaisi hai yeh kami
Haan tay hi nahi tha
Khushiyon ke lamhon ka kabhi theherna
Kuch aisa ho jis se
Aankhon ka band ho jaye ab barasna aa…

Aa…

Meri aankhein khule jab bhi
Khule teri hi aahat pe
Jo dum baaqi hai wo nikle
Teri chaahat ki chaukhat pe

Yeh ishq nahi aasaan
Ik aag ka dariya hai
Tujhe milke hi jaana hai
Jeene ka tu zariya hai.
                    

Lyrics by : Abhendra Kumar Upadhyay



Found Any mistake in Lyrics ? Please comment below in the Comment box.

FAQ about "Ishq Nahi Aasaan" song

Question: Who is the singer of "Ishq Nahi Aasaan" song?

Ans: "Ishq Nahi Aasaan" song is sung by Esha Gaur, Puneet Dixit, Shashi Suman, Sonu Nigam.

Question: Who is the composer of "Ishq Nahi Aasaan" song?

Ans: "Ishq Nahi Aasaan" song music composed by Puneet Dixit.

Question: Who is the lyricist of "Ishq Nahi Aasaan" song?

Ans: Abhendra Kumar Upadhyay written the lyrics of "Ishq Nahi Aasaan".

Question: Who are the artists featuring in "Ishq Nahi Aasaan" song?

Ans: "Ishq Nahi Aasaan" song is featuring Kanika Mann, Nishant Malkani, Divay Dhamija.

"Ishq Nahi Aasaan" गाने के बारे में अक्सर पूछे जाने वाले प्रश्न

प्रश्न: "Ishq Nahi Aasaan" गाने के गायक कौन हैं?

उत्तर: "Ishq Nahi Aasaan" गाना Esha Gaur, Puneet Dixit, Shashi Suman, Sonu Nigam ने गाया है।

प्रश्न: "Ishq Nahi Aasaan" गीत के संगीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Ishq Nahi Aasaan" गीत का संगीत Puneet Dixit द्वारा रचित है।

प्रश्न: "Ishq Nahi Aasaan" गीत के गीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Ishq Nahi Aasaan" के गीत Abhendra Kumar Upadhyay ने लिखे है।

प्रश्न: "Ishq Nahi Aasaan" गाने में अभिनय करने वाले कलाकार कौन हैं?

उत्तर: "Ishq Nahi Aasaan" गाने में Kanika Mann, Nishant Malkani, Divay Dhamijaने अभिनय किया है।

More songs you may like by singer Esha Gaur

More songs you may like by singer Puneet Dixit

More songs you may like by singer Sonu Nigam

More songs you may like by composer Puneet Dixit

More songs you may like by lyricist Abhendra Kumar Upadhyay

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *