Songs# :

Humko To Mohabbat Hai lyrics in English, Hindi - Garma Garam (1957) | Asha Bhosle | Shamshad Begum | Mohammed Rafi | S D Batish

Humko To Mohabbat Hai song is Bollywood, Hindi song from movie Garma Garam (1957) sung by Asha Bhosle, Shamshad Begum, Mohammed Rafi, S D Batish. Humko To Mohabbat Hai lyrics of this song is penned down by Raja Mehdi Ali Khan, Pyarelal Santoshi while music of the song is given by Vinod.

Humko To Mohabbat Hai song details

Song : Humko To Mohabbat Hai
Movie : Garma Garam (1957)
Singer(s) : Asha Bhosle, Shamshad Begum, Mohammed Rafi, S D Batish
Composer(s) : Vinod
Lyricist(s) : Raja Mehdi Ali Khan, Pyarelal Santoshi
Views: 9

Humko To Mohabbat Hai lyrics

Humko To Mohabbat Hai lyrics in

                        
Humko to mohabbat hai unse unko bhi mohabbat ho jati 
Humko to mohabbat hai unse unko bhi mohabbat ho jati 
Nazro se jo nazre mil jati ye ji mil jati mil jati 
Mil jati mil jati mil jati mil jati mil jati 
Nazro se jo nazre mil jati ye duniya jananat ho jati 
Ye duniya jananat ho jati 
Humko to mohabbat hai unse unko bhi mohabbat ho jati 

Chilman uthi bijli chmki wo ek jhalak dikhlake gaye 
Jab nazro ne unki balaye li jab nazro ne unki balaye li
Wo samne the shrmake gaye din raat tadpne walo ko 
Ek baar wo fir tadpake gaye gar has ke wo samne aa jate 
Agar hans ke wo samne aa jate aji aa jate aa jate aa jate 
Agar hans ke wo samne aa jate puchhe me kayamat ho jati 
Puchhe me kayamat aa jati 
Humko to mohabbat hai unse unko bhi mohabbat ho jati 
Humko to mohabbat hai unse unko bhi mohabbat ho jati 

Chilman uthi juti jamki ye sab ke sab ghbrake gaye 
Haye aahe na bhri shikwe na kiye darwan ke dande kha ke gaye
Sar par paw rakh ke bhage thokar khayi shrmake gaye 
Agar thodi si der ye ruk jate in sab ki hajamat ho jati 
Aji ho jati ho jati ho jati 
In sab ki hajamat ho jati hajamat hajamat hajamat 
Humko to adabat hai inse unko bhi adabat ho jati 
Humko to mohabbat hai unse unko bhi mohabbat ho jati 

Din raat tasubr hai unka aur chupke chupke rona hai 
Ae subah ke taare tu hi bata ae subah ke taare tu hi bata 
Anjam mera kya hona hai unki furkat me mujhe kab tak 
Kanto ke sej par sona hai 
Agar ful sa chehra dikhlate chehra dikhlate dikhlate dikhlate
Agar ful sa chehra dikhlate 
Kanto me bhi rahat ho jati 
Humko to mohabbat hai unse unko bhi mohabbat ho jati 

Takiye me apna sar dekar tujhe chupke chupke rona hai 
Aasha ka kambal odhe huye tujhe tuti khtiya pe sona hai 
Ya tu jaane ya mai jaanu anjam tera kya hona hai 
Wo agar tujhpe marte to tiwi ki shikayat ho jati 
Aji ho jati ho jati ho jati tiwi ki shikayat ho jati 
Humko to adabat hai unse unko bhi adabat ho jati 
Humko to mohabbat hai unse unko bhi mohabbat ho jati 
Hum dil ka chen luta bethe ab khune tamnana pite hai 
Ji lagta nahi hai duniya me go jine ko hum ji jate hai 
Ye dil ka pan to kha bethe ab aaho ka sigret pite hai 
Ae doctar aakar tu hi bata ye mar gaye hai ya jite hai 
Ko naian agar na kha lete in sab ko harart ho jati 
Aji ho jati ho jati ho jati 
In sabko harart ho jati 
Humko to adabat hai unse unko bhi adabat ho jati
                    

Lyrics by : Raja Mehdi Ali Khan, Pyarelal Santoshi



Found Any mistake in Lyrics ? Please comment below in the Comment box.

FAQ about "Humko To Mohabbat Hai" song

Question: Who is the singer of "Humko To Mohabbat Hai" song?

Ans: "Humko To Mohabbat Hai" song is sung by Asha Bhosle, Shamshad Begum, Mohammed Rafi, S D Batish.

Question: Who is the composer of "Humko To Mohabbat Hai" song?

Ans: "Humko To Mohabbat Hai" song music composed by Vinod.

Question: Who is the lyricist of "Humko To Mohabbat Hai" song?

Ans: Raja Mehdi Ali Khan, Pyarelal Santoshi written the lyrics of "Humko To Mohabbat Hai".

Question: What is the name of "Humko To Mohabbat Hai" song movie?

Ans: "Humko To Mohabbat Hai" song is from movie "Garma Garam (1957)".

"Humko To Mohabbat Hai" गाने के बारे में अक्सर पूछे जाने वाले प्रश्न

प्रश्न: "Humko To Mohabbat Hai" गाने के गायक कौन हैं?

उत्तर: "Humko To Mohabbat Hai" गाना Asha Bhosle, Shamshad Begum, Mohammed Rafi, S D Batish ने गाया है।

प्रश्न: "Humko To Mohabbat Hai" गीत के संगीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Humko To Mohabbat Hai" गीत का संगीत Vinod द्वारा रचित है।

प्रश्न: "Humko To Mohabbat Hai" गीत के गीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Humko To Mohabbat Hai" के गीत Raja Mehdi Ali Khan, Pyarelal Santoshi ने लिखे है।

प्रश्न: "Humko To Mohabbat Hai" गाने वाली फिल्म का नाम क्या है?

उत्तर: "Humko To Mohabbat Hai" गाना फिल्म "Garma Garam (1957)" से है।

More songs you may like by singer Asha Bhosle

More songs you may like by singer Shamshad Begum

More songs you may like by singer Mohammed Rafi

More songs you may like by composer Vinod

More songs you may like by lyricist Raja Mehdi Ali Khan

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *