Songs# :

Hamse Rahoge Kya Hamesha Khafa lyrics in English, Hindi - Aur Pyar Ho Gaya (1997) | Sonu Nigam

Hamse Rahoge Kya Hamesha Khafa song is Bollywood, Hindi song from movie Aur Pyar Ho Gaya (1997) sung by Sonu Nigam. Hamse Rahoge Kya Hamesha Khafa lyrics of this song is penned down by Javed Akhtar while music of the song is given by Nusrat Fateh Ali Khan.

Hamse Rahoge Kya Hamesha Khafa song details

Song : Hamse Rahoge Kya Hamesha Khafa
Movie : Aur Pyar Ho Gaya (1997)
Singer(s) : Sonu Nigam
Composer(s) : Nusrat Fateh Ali Khan
Lyricist(s) : Javed Akhtar
Views: 14

Hamse Rahoge Kya Hamesha Khafa lyrics

Hamse Rahoge Kya Hamesha Khafa lyrics in

                        
Hamse rahoge kya hamesha khafa, maaf bhi kardo jana
Man toh li hai hamne apni khata, maaf bhi kardo jana
Dekho yeh gussa chhod o, abb tum yeh kissa chhodo 
Dekho yeh gussa chhod o, abb tum yeh kissa chhodo 
Ham hain sharminda galti hogi na ainda

Hamse rahoge kya hamesha khafa, maaf bhi kardo jana
Man toh li hai hamne apni khata, maaf bhi kardo jana
Dekho yeh gussa chhod o, abb tum yeh kissa chhod o
Dekho yeh gussa chhod o, abb tum yeh kissa chhodo 
Ham hain sharminda galti hogi na ainda
Hamse rahoge kya hamesha khafa, maaf bhi kardo jana

Man bhi jao suno tumko kasam hai
Kaisi yeh jidd hai kaisa sitam hai
Milte ho jo kahi dekhte bhi nahi
Man bhi jao suno tumko kasam hai
Kaisi yeh jidd hai kaisa sitam hai
Milte ho jo kahi dekhte bhi nahi
Aisa bhi ruthna kya bhala dekho toh ek najar tum jara 
Aisa bhi ruthna kya bhala dekho toh ek najar tum jara 
Jo tum pe marta hai usaka hai abb hal kya
Dekho yeh gussa chhod o, abb tum yeh kissa chhodo 
Dekho yeh gussa chhod o, abb tum yeh kissa chhodo 
Ham hain sharminda galti hogi na ayinda
Hamse rahoge kya hamesha khafa, maaf bhi kardo jana

Aise nikalo nahi tum humein dil se
Chahne wale milte hain mushkil se
Socho jara meherban paoge humsa kahan
Aise nikalo nahi tum humein dil se
Chahne wale milte hain mushkil se
Socho jara meherban paoge humsa kahan
Chhodo bhi tum yeh narajgi ao bhi karle ham dosti 
Chhodo bhi tum yeh narajgi ao bhi karle ham dosti 
Abb janey bhi do ki jo bhi huwa so huwa
Dekho yeh gussa chhod o, abb tum yeh kissa chhodo 
Dekho yeh gussa chhod o, abb tum yeh kissa chhodo 
Ham hain sharminda galti hogi na ainda

Hamse rahoge kya hamesha khafa, maaf bhi kardo jana
Dekho yeh gussa chhod o, abb tum yeh kissa chhodo 
Dekho yeh gussa chhod o, abb tum yeh kissa chhodo 
Ham hain sharminda galti hogi na ayinda

Hamse rahoge kya hamesha khafa, maf bhi kardo jana
                    

Lyrics by : Javed Akhtar



Found Any mistake in Lyrics ? Please comment below in the Comment box.

FAQ about "Hamse Rahoge Kya Hamesha Khafa" song

Question: Who is the singer of "Hamse Rahoge Kya Hamesha Khafa" song?

Ans: "Hamse Rahoge Kya Hamesha Khafa" song is sung by Sonu Nigam.

Question: Who is the composer of "Hamse Rahoge Kya Hamesha Khafa" song?

Ans: "Hamse Rahoge Kya Hamesha Khafa" song music composed by Nusrat Fateh Ali Khan.

Question: Who is the lyricist of "Hamse Rahoge Kya Hamesha Khafa" song?

Ans: Javed Akhtar written the lyrics of "Hamse Rahoge Kya Hamesha Khafa".

Question: What is the name of "Hamse Rahoge Kya Hamesha Khafa" song movie?

Ans: "Hamse Rahoge Kya Hamesha Khafa" song is from movie "Aur Pyar Ho Gaya (1997)".

"Hamse Rahoge Kya Hamesha Khafa" गाने के बारे में अक्सर पूछे जाने वाले प्रश्न

प्रश्न: "Hamse Rahoge Kya Hamesha Khafa" गाने के गायक कौन हैं?

उत्तर: "Hamse Rahoge Kya Hamesha Khafa" गाना Sonu Nigam ने गाया है।

प्रश्न: "Hamse Rahoge Kya Hamesha Khafa" गीत के संगीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Hamse Rahoge Kya Hamesha Khafa" गीत का संगीत Nusrat Fateh Ali Khan द्वारा रचित है।

प्रश्न: "Hamse Rahoge Kya Hamesha Khafa" गीत के गीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Hamse Rahoge Kya Hamesha Khafa" के गीत Javed Akhtar ने लिखे है।

प्रश्न: "Hamse Rahoge Kya Hamesha Khafa" गाने वाली फिल्म का नाम क्या है?

उत्तर: "Hamse Rahoge Kya Hamesha Khafa" गाना फिल्म "Aur Pyar Ho Gaya (1997)" से है।

More songs you may like by singer Sonu Nigam

More songs you may like by composer Nusrat Fateh Ali Khan

More songs you may like by lyricist Javed Akhtar

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *