Songs# :

Hame Chahe Badnam Kar De Jamana (Meri Nazre Hasin Hai) lyrics in English, Hindi - Ek Musafir Ek Hasina (1962) | Asha Bhosle

Hame Chahe Badnam Kar De Jamana (Meri Nazre Hasin Hai) song is Bollywood, Hindi song from movie Ek Musafir Ek Hasina (1962) sung by Asha Bhosle. Hame Chahe Badnam Kar De Jamana (Meri Nazre Hasin Hai) lyrics of this song is penned down by Shevan Rizvi while music of the song is given by O P Nayyar.

Hame Chahe Badnam Kar De Jamana (Meri Nazre Hasin Hai) song details

Song : Hame Chahe Badnam Kar De Jamana (Meri Nazre Hasin Hai)
Movie : Ek Musafir Ek Hasina (1962)
Singer(s) : Asha Bhosle
Composer(s) : O P Nayyar
Lyricist(s) : Shevan Rizvi
Views: 9

Hame Chahe Badnam Kar De Jamana (Meri Nazre Hasin Hai) lyrics

Hame Chahe Badnam Kar De Jamana (Meri Nazre Hasin Hai) lyrics in

                        
Hume chahe badnam kar de zamana
Magar hum sunakar rahenge fasana
Mohabbat chhupao toh chhupti nahi hain
Ye aawaz roke se rukti nahi hain

Aa, meri najre hasi hain ki, tum ho hasi
Yeh samajhne ki mujhko jarurat nahi
Baat najro ki hain, baat kuch bhi nahi
Jisko dil chahe duniya me hain woh hasi
Meri najre hasi hain ki, tum ho hasi
Yeh samajhne ki mujhko jarurat nahi
Baat najro ki hain, baat kuch bhi nahi
Jisko dil chahe duniya me hain woh hasi
Meri najre hasi hain ki, tum ho hasi

Dil ko aana tha ik din kahin na kahin
Dil ko aana tha ik din kahin na kahin
Dil ki manjil jahan thi ruka hai wahin
Baat najro ki hain, baat kuch bhi nahi
Jisko dil chahe duniya me hain woh hasi
Meri najre hasi hain ki, tum ho hasi

Ye hawa ye sama chandni raat ka
Ye hawa ye sama chandni raat ka
Kya batau tujhe rang jajbaat ka
Jhank kar meri aankho me khud dekh le
Munh se kah du toh phir kya maja baat ka
Baat najro ki hain, baat kuch bhi nahi
Jisko dil chahe duniya me hain woh hasi
Meri najre hasi hain ki, tum ho hasi

Pyar karna pada dard sahna pada
Pyar karna pada dard sahna pada
Tujhko dekha toh khamosh rahna pada
Lakh daman bachaya na hum bach sake
Dil se majbur ho kar ye kahna pada
Baat najro ki hain, baat kuch bhi nahi
Jisko dil chahe duniya me hain woh hasi
Meri najre hasi hain ki, tum ho hasi
Yeh samajhne ki mujhko jarurat nahi
Baat najro ki hain, baat kuch bhi nahi
Jisko dil chahe duniya me hain woh hasi
Meri najre hasi hain ki, tum ho hasi
                    

Lyrics by : Shevan Rizvi



Found Any mistake in Lyrics ? Please comment below in the Comment box.

FAQ about "Hame Chahe Badnam Kar De Jamana (Meri Nazre Hasin Hai)" song

Question: Who is the singer of "Hame Chahe Badnam Kar De Jamana (Meri Nazre Hasin Hai)" song?

Ans: "Hame Chahe Badnam Kar De Jamana (Meri Nazre Hasin Hai)" song is sung by Asha Bhosle.

Question: Who is the composer of "Hame Chahe Badnam Kar De Jamana (Meri Nazre Hasin Hai)" song?

Ans: "Hame Chahe Badnam Kar De Jamana (Meri Nazre Hasin Hai)" song music composed by O P Nayyar.

Question: Who is the lyricist of "Hame Chahe Badnam Kar De Jamana (Meri Nazre Hasin Hai)" song?

Ans: Shevan Rizvi written the lyrics of "Hame Chahe Badnam Kar De Jamana (Meri Nazre Hasin Hai)".

Question: What is the name of "Hame Chahe Badnam Kar De Jamana (Meri Nazre Hasin Hai)" song movie?

Ans: "Hame Chahe Badnam Kar De Jamana (Meri Nazre Hasin Hai)" song is from movie "Ek Musafir Ek Hasina (1962)".

"Hame Chahe Badnam Kar De Jamana (Meri Nazre Hasin Hai)" गाने के बारे में अक्सर पूछे जाने वाले प्रश्न

प्रश्न: "Hame Chahe Badnam Kar De Jamana (Meri Nazre Hasin Hai)" गाने के गायक कौन हैं?

उत्तर: "Hame Chahe Badnam Kar De Jamana (Meri Nazre Hasin Hai)" गाना Asha Bhosle ने गाया है।

प्रश्न: "Hame Chahe Badnam Kar De Jamana (Meri Nazre Hasin Hai)" गीत के संगीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Hame Chahe Badnam Kar De Jamana (Meri Nazre Hasin Hai)" गीत का संगीत O P Nayyar द्वारा रचित है।

प्रश्न: "Hame Chahe Badnam Kar De Jamana (Meri Nazre Hasin Hai)" गीत के गीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Hame Chahe Badnam Kar De Jamana (Meri Nazre Hasin Hai)" के गीत Shevan Rizvi ने लिखे है।

प्रश्न: "Hame Chahe Badnam Kar De Jamana (Meri Nazre Hasin Hai)" गाने वाली फिल्म का नाम क्या है?

उत्तर: "Hame Chahe Badnam Kar De Jamana (Meri Nazre Hasin Hai)" गाना फिल्म "Ek Musafir Ek Hasina (1962)" से है।

More songs you may like by singer Asha Bhosle

More songs you may like by composer O P Nayyar

More songs you may like by lyricist Shevan Rizvi

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *