Songs# :

Ghar Ke Hai Naa Ghat Ke lyrics in English, Hindi - Mitron (2018) | Abhishek Nailwal | Sameeruddin | Bappi Lahiri

Ghar Ke Hai Naa Ghat Ke song is Bollywood, Hindi song from movie Mitron (2018) sung by Abhishek Nailwal, Sameeruddin, Bappi Lahiri. Ghar Ke Hai Naa Ghat Ke lyrics of this song is penned down by Akshay Verma, Abhishek Nailwal, Sameeruddin while music of the song is given by Abhishek Nailwal, Sameeruddin.

Ghar Ke Hai Naa Ghat Ke song details

Song : Ghar Ke Hai Naa Ghat Ke
Movie : Mitron (2018)
Singer(s) : Abhishek Nailwal, Sameeruddin, Bappi Lahiri
Composer(s) : Abhishek Nailwal, Sameeruddin
Lyricist(s) : Akshay Verma, Abhishek Nailwal, Sameeruddin
Views: 15

Ghar Ke Hai Naa Ghat Ke lyrics

Ghar Ke Hai Naa Ghat Ke lyrics in

                        
Yaar mile hai aaj mere aur sama
Rangeen duniya ka hai lagta kaarwaan
Ye mauj ki saam ye mithe jaam
Ye mauj ki saam dhal na jaaye
Ye mithe jaam rukk na jaaye

Are duniya ko chhoodenge taare hum todenge aaj
Ghar ke hai na ghat ke dushman hum aanaj ke
Dil ke hai hum sachhe ye baat samajh lo tum
Mere ghat ka paani aaja tujhe pila doon
Swad main swag ka tujhe chata doon
Baith meri gaadi me thoda chipak ke
Base se dhadkan teri badha doon

Are kahan chali jara ruko ruko
Mere dil ki train kare chuku chuku
Kaali kaali meri aankhe bole tuku tuku
Daddy ki najroon me hum sabse badi bhool hai
Kisko hai karna hai proof ye sab to fizool hai

Ye mauj ki saam ye mithe jaam
Are duniya ko chhoodenge tare hum todenge aaj 
Ghar ke hai na ghat ke dushman hum aanaj ke
Dil ke hai hum sachhe ye baat samajh lo tum

Mere ghat ka paani aaja tujhe pila doon piyega tu
Aaiyasi ka swad chata doon tabji to zindigi jiyega tu
Mere ghat ka paani aaja tujhe pila doon piyega tu
Aaiyasi ka swad chata doon tu-tu-tu-tu

Thoda khauyega jaan jayega
Samose aur chatni ka bhi maja tujhe aayega
Are mauj ke fariste jisko log hai taraste
Babu saare chene baatun bahur saara che
Aapni tifiniyan khuli aankho ke

Aapni hi duniya me hum khoye khoye se rahe
Khuli aankho ke sapno me bhi soye soye se rahe
Aapni hi duniya me hum khoye khoye se rahe
Jaga do hume karlo jitne jatan apna to funda hai eak my friend mauj ki saam mithe jaam

Are duniya ko chhoodenge tare hum todenge aaj 
Ghar ke hai na ghat ke dushman hum aanaj ke
Dil ke hai hum sachhe ye baat samajh lo tum

Ghar ke hai na ghat ke dushman hum aanaj ke
Dil ke hai hum sachhe ye baat samajh lo tum
Mere ghat ka paani aaja tujhe pila doon piyega tu
Dushman hum aanaj ke
Mere ghat ka paani aaja tujhe pila doon piyega tu
Ye baat samajh lo tum
Ghar ke hai na ghat ke dushman hum aanaj ke
Dil ke hai hum sachhe ye baat samajh lo tum
                    

Lyrics by : Akshay Verma, Abhishek Nailwal, Sameeruddin



Found Any mistake in Lyrics ? Please comment below in the Comment box.

FAQ about "Ghar Ke Hai Naa Ghat Ke" song

Question: Who is the singer of "Ghar Ke Hai Naa Ghat Ke" song?

Ans: "Ghar Ke Hai Naa Ghat Ke" song is sung by Abhishek Nailwal, Sameeruddin, Bappi Lahiri.

Question: Who is the composer of "Ghar Ke Hai Naa Ghat Ke" song?

Ans: "Ghar Ke Hai Naa Ghat Ke" song music composed by Abhishek Nailwal, Sameeruddin.

Question: Who is the lyricist of "Ghar Ke Hai Naa Ghat Ke" song?

Ans: Akshay Verma, Abhishek Nailwal, Sameeruddin written the lyrics of "Ghar Ke Hai Naa Ghat Ke".

Question: What is the name of "Ghar Ke Hai Naa Ghat Ke" song movie?

Ans: "Ghar Ke Hai Naa Ghat Ke" song is from movie "Mitron (2018)".

"Ghar Ke Hai Naa Ghat Ke" गाने के बारे में अक्सर पूछे जाने वाले प्रश्न

प्रश्न: "Ghar Ke Hai Naa Ghat Ke" गाने के गायक कौन हैं?

उत्तर: "Ghar Ke Hai Naa Ghat Ke" गाना Abhishek Nailwal, Sameeruddin, Bappi Lahiri ने गाया है।

प्रश्न: "Ghar Ke Hai Naa Ghat Ke" गीत के संगीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Ghar Ke Hai Naa Ghat Ke" गीत का संगीत Abhishek Nailwal, Sameeruddin द्वारा रचित है।

प्रश्न: "Ghar Ke Hai Naa Ghat Ke" गीत के गीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Ghar Ke Hai Naa Ghat Ke" के गीत Akshay Verma, Abhishek Nailwal, Sameeruddin ने लिखे है।

प्रश्न: "Ghar Ke Hai Naa Ghat Ke" गाने वाली फिल्म का नाम क्या है?

उत्तर: "Ghar Ke Hai Naa Ghat Ke" गाना फिल्म "Mitron (2018)" से है।

More songs you may like by singer Abhishek Nailwal

More songs you may like by singer Bappi Lahiri

More songs you may like by lyricist Akshay Verma

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *