Songs# :

Ek Roz Humari Bhi Daal Galegi lyrics in English, Hindi - Bandi (1957) | Kishore Kumar

Ek Roz Humari Bhi Daal Galegi song is Bollywood, Hindi song from movie Bandi (1957) sung by Kishore Kumar. Ek Roz Humari Bhi Daal Galegi lyrics of this song is penned down by Rajinder Krishan while music of the song is given by Hemant Kumar.

Ek Roz Humari Bhi Daal Galegi song details

Song : Ek Roz Humari Bhi Daal Galegi
Movie : Bandi (1957)
Singer(s) : Kishore Kumar
Composer(s) : Hemant Kumar
Lyricist(s) : Rajinder Krishan
Views: 8

Ek Roz Humari Bhi Daal Galegi lyrics

Ek Roz Humari Bhi Daal Galegi lyrics in

                        
Fuk fuk kar chulaha 
Aankhiyan ka bhayo satya nas
Haldi devi bahu hai apni
Shrimati mirchi apni saas
Bol mere dukhiya man kab tak
Ye chulaha ye choka ye jhadu 
Ye bartan ye aata bataata 
Ye gadbad gulaata are ye hi are wo wo
Are dhat teri ki 
Par sab din ho tane ek samaan panchhi 
Kahe hot udaas 

Ek roj hamaari bhi daal galegi 
Ek roj hamaari bhi daal galegi 
Bairi duniya jo dekhegi khub jalegi 
Ha bairi duniya jo dekhegi khub jalegi 
Ek roj hamaari bhi daal galegi 
Ek roj hamaari bhi daal galegi 

Ho ho bhayiya hamaara hai m.a, b.a paas 
Ho ho bhayiya hamaara hai m.a, b.a paas
Bhala kab tak ham khaate rahenge ye ghaas 
Bhala kab tak ham khaate rahenge ye ghaas 
Rukhi sukhi ghaas chhi chhi 
Sadi sadi ghaas 
Dhat tera satyanaash satyanaash satyanaash
Rukhi sukhi roti aur nimbu ka aachaar 
Haaye haaye jaane kab chhodega pichhaa hamaar 
Rukhi sukhi roti aur nimbu ka aachaar 
Haaye haaye jaane kab chhodega pichhaa hamaar 

Din honge garibi ke jis din khallas
Garam garam, garam garam kachaudi pudi khub talegi 
Garam garam kachaudi pudi khub talegi 
Bairi duniya jo dekhegi khub jalegi 
Bairi duniya haaye haaye haaye 
Bairi duniya jo dekhegi khub jalegi 
Ek roj hamaari bhi daal galegi 
Ek roj hamaari bhi daal galegi 

Hoga ek din hamaare bhi paas baira 
Ha ha hoga ek din hamaare bhi paas baira 
Dega darwaaje par gorkha pahara 
Dega darwaaje par gorkha pahara 
Mai bankar saahab gitpit english bolu re 
Mai bankar saahab gitpit english bolu re 
Ye chauka bartan chhodke hotal kholu re 
Ye chauka bartan chhodke hotal kholu re 
English bolu re, hotal kholu re 
Gitpit bolu re, hotal kholu re
Nikale mera julus band baaje ke saath 
Roj meri salaami ko top chalegi 
Roj meri salaami ko top chalegi 
Bairi duniya jo dekhegi khub jalegi 
Bairi duniya jo dekhegi khub jalegi 
Ek roj hamaari bhi daal galegi 
Ek roj hamaari bhi daal galegi 
Are daal galegi, are daal galegi
Are daal galegi haaye haaye haaye 
Are gali re daal
                    

Lyrics by : Rajinder Krishan



Found Any mistake in Lyrics ? Please comment below in the Comment box.

FAQ about "Ek Roz Humari Bhi Daal Galegi" song

Question: Who is the singer of "Ek Roz Humari Bhi Daal Galegi" song?

Ans: "Ek Roz Humari Bhi Daal Galegi" song is sung by Kishore Kumar.

Question: Who is the composer of "Ek Roz Humari Bhi Daal Galegi" song?

Ans: "Ek Roz Humari Bhi Daal Galegi" song music composed by Hemant Kumar.

Question: Who is the lyricist of "Ek Roz Humari Bhi Daal Galegi" song?

Ans: Rajinder Krishan written the lyrics of "Ek Roz Humari Bhi Daal Galegi".

Question: What is the name of "Ek Roz Humari Bhi Daal Galegi" song movie?

Ans: "Ek Roz Humari Bhi Daal Galegi" song is from movie "Bandi (1957)".

"Ek Roz Humari Bhi Daal Galegi" गाने के बारे में अक्सर पूछे जाने वाले प्रश्न

प्रश्न: "Ek Roz Humari Bhi Daal Galegi" गाने के गायक कौन हैं?

उत्तर: "Ek Roz Humari Bhi Daal Galegi" गाना Kishore Kumar ने गाया है।

प्रश्न: "Ek Roz Humari Bhi Daal Galegi" गीत के संगीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Ek Roz Humari Bhi Daal Galegi" गीत का संगीत Hemant Kumar द्वारा रचित है।

प्रश्न: "Ek Roz Humari Bhi Daal Galegi" गीत के गीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Ek Roz Humari Bhi Daal Galegi" के गीत Rajinder Krishan ने लिखे है।

प्रश्न: "Ek Roz Humari Bhi Daal Galegi" गाने वाली फिल्म का नाम क्या है?

उत्तर: "Ek Roz Humari Bhi Daal Galegi" गाना फिल्म "Bandi (1957)" से है।

More songs you may like by singer Kishore Kumar

More songs you may like by composer Hemant Kumar

More songs you may like by lyricist Rajinder Krishan

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *