Songs# :

Dil To Dil Hai Phul Bhi Toda Nahi Hai lyrics in English, Hindi - Dafa 302 (1975) | Manna Dey | Suman Kalyanpur

Dil To Dil Hai Phul Bhi Toda Nahi Hai song is Bollywood, Hindi song from movie Dafa 302 (1975) sung by Manna Dey, Suman Kalyanpur. Dil To Dil Hai Phul Bhi Toda Nahi Hai lyrics of this song is penned down by Indeevar while music of the song is given by Laxmikant Pyarelal.

Dil To Dil Hai Phul Bhi Toda Nahi Hai song details

Song : Dil To Dil Hai Phul Bhi Toda Nahi Hai
Movie : Dafa 302 (1975)
Singer(s) : Manna Dey, Suman Kalyanpur
Composer(s) : Laxmikant Pyarelal
Lyricist(s) : Indeevar
Views: 25

Dil To Dil Hai Phul Bhi Toda Nahi Hai lyrics

Dil To Dil Hai Phul Bhi Toda Nahi Hai lyrics in

                        
Dil to dil hai phul bhi toda nahi hai hamne
Dil to dil hai phul bhi
Dil to dil hai phul bhi toda nahi hai hamne
Dil to dil hai phul bhi toda nahi hai hamne
Dil to dil hai phul bhi toda nahi hai hamne
Par jhuthe yaro ko, lalach ke maro ko
Daman ke kharo ko 
Tumse hazaro ko sikhlaye bin sabak
Ha ha sikhlaye bin sabak, kabhi chhoda nahi hai hamne
Sikhlaye bin sabak, kabhi chhoda nahi hai hamne
Dil to dil hai phul bhi

Utni nafrat kar sakte hai karte hai jitna pyar 
Utni nafrat kar sakte hai karte hai jitna pyar 
Ha ham pyar ko tyaar hai, takrar ko tyaar
Ham dusmano ke hai dusman, ham yaro ke hai yaar
Hamdardi dil me pale, oro ke gum me jale
Nek raste pe chale, ek raste pe chale
Dil ko har ek mod, dil ko, dil ko har ek mod pe
Moda nahi hai hamne
Dil ko har ek mod pe moda nahi hai hamne
Par bewafao ko, jhuthe dil rubao ko
Katil adao ko, mukastim dagao ko
Chakhaye bin maja ha chakhaye bin maja
Chakhaye bin maja, kabhi ghar chhoda nahi hai hamne
Dil to dil hai phul bhi toda nahi hai hamne
Dil to dil hai phul bhi toda nahi hai hamne
Dil to dil hai phul bhi

Kahne ki ye jagah nahi, sunna hai to suniye
Kahne ki ye jagah nahi, sunna hai to suniye
Husn dekhiye lekin koi jaal na buniye
Maut jindagi dono me se ek ko chuniye
Jisko bhi chahenge ham, chahte jayenge ham
Usi ko sarahenge ham, hamesha nibhayenge ham
Rishta chand roz ka, rishta chand roz ka
Joda nahi hai hamne 
Rista chand roz ka joda nahi hai hamne
Lekin nadano ko
Husn ke diwano ko, tumse shaitaano ko
Bhatke insano ko, laye bagair raah par
Laye bagair raah par, laye bagair raah par
Chhoda nahi hai hamne 
Dil to dil hai phul bhi toda nahi hai hamne
Dil to dil hai phul bhi

Gir jayega khud ki najro me sharminda rahega
Gir jayega khud ki najro me sharminda rahega
Koi dhokha dekar hamko kaise jinda rahega
Yahi apna raha asul, yahi aayinda rahega
Hamdardi dil me pale, oro ke gum me jale
Nek raste pe chale, ek raste pe chale
Dil ko har ek mod pe
Dil ko har ek mod pe moda nahi hai hamne 
Dil ko har ek mod pe moda nahi hai hamne
Magar jo niyat doli, jaba jo tumne kholi
Abhi chal jayegi goli, yahi jal jayegi holi
Dhokhebaj ko jinda, dhokhebaj ko jinda
Dhokhebaj ko jinda chhoda nahi hai hamne
Dhokhebaj ko jinda chhoda nahi hai hamne
Dil to dil hai phul bhi toda nahi hai hamne
Dil to dil hai phul bhi
                    

Lyrics by : Indeevar



Found Any mistake in Lyrics ? Please comment below in the Comment box.

FAQ about "Dil To Dil Hai Phul Bhi Toda Nahi Hai" song

Question: Who is the singer of "Dil To Dil Hai Phul Bhi Toda Nahi Hai" song?

Ans: "Dil To Dil Hai Phul Bhi Toda Nahi Hai" song is sung by Manna Dey, Suman Kalyanpur.

Question: Who is the composer of "Dil To Dil Hai Phul Bhi Toda Nahi Hai" song?

Ans: "Dil To Dil Hai Phul Bhi Toda Nahi Hai" song music composed by Laxmikant Pyarelal.

Question: Who is the lyricist of "Dil To Dil Hai Phul Bhi Toda Nahi Hai" song?

Ans: Indeevar written the lyrics of "Dil To Dil Hai Phul Bhi Toda Nahi Hai".

Question: What is the name of "Dil To Dil Hai Phul Bhi Toda Nahi Hai" song movie?

Ans: "Dil To Dil Hai Phul Bhi Toda Nahi Hai" song is from movie "Dafa 302 (1975)".

"Dil To Dil Hai Phul Bhi Toda Nahi Hai" गाने के बारे में अक्सर पूछे जाने वाले प्रश्न

प्रश्न: "Dil To Dil Hai Phul Bhi Toda Nahi Hai" गाने के गायक कौन हैं?

उत्तर: "Dil To Dil Hai Phul Bhi Toda Nahi Hai" गाना Manna Dey, Suman Kalyanpur ने गाया है।

प्रश्न: "Dil To Dil Hai Phul Bhi Toda Nahi Hai" गीत के संगीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Dil To Dil Hai Phul Bhi Toda Nahi Hai" गीत का संगीत Laxmikant Pyarelal द्वारा रचित है।

प्रश्न: "Dil To Dil Hai Phul Bhi Toda Nahi Hai" गीत के गीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Dil To Dil Hai Phul Bhi Toda Nahi Hai" के गीत Indeevar ने लिखे है।

प्रश्न: "Dil To Dil Hai Phul Bhi Toda Nahi Hai" गाने वाली फिल्म का नाम क्या है?

उत्तर: "Dil To Dil Hai Phul Bhi Toda Nahi Hai" गाना फिल्म "Dafa 302 (1975)" से है।

More songs you may like by singer Manna Dey

More songs you may like by singer Suman Kalyanpur

More songs you may like by composer Laxmikant Pyarelal

More songs you may like by lyricist Indeevar

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *