Songs# :

Dekhta Chala Gaya Mai Zindagi Ki Raah Me lyrics in English, Hindi - Gateway Of India (1957) | Lata Mangeshkar | Mohammed Rafi | Johnny Walker

Dekhta Chala Gaya Mai Zindagi Ki Raah Me song is Bollywood, Hindi song from movie Gateway Of India (1957) sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Johnny Walker. Dekhta Chala Gaya Mai Zindagi Ki Raah Me lyrics of this song is penned down by Rajinder Krishan while music of the song is given by Madan Mohan.

Dekhta Chala Gaya Mai Zindagi Ki Raah Me song details

Song : Dekhta Chala Gaya Mai Zindagi Ki Raah Me
Movie : Gateway Of India (1957)
Singer(s) : Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Johnny Walker
Composer(s) : Madan Mohan
Lyricist(s) : Rajinder Krishan
Views: 11

Dekhta Chala Gaya Mai Zindagi Ki Raah Me lyrics

Dekhta Chala Gaya Mai Zindagi Ki Raah Me lyrics in

                        
Dekhta chala gayaa main zindagi ki raah mein
Har koyi kadam kadam pe mast hai gunaahon mein
Tu bhi ek gunaah kar ae dil kisi ki chaah kar
Dekhta chala gayaa main zindagi ki raah mein
Koyi kahegaa kya koyi sunegaa kya
Kisi ke bhi kahe sune se teraa waasta hai kya
Khayaal zulfe yaar kar ye lo khayaal zulfe yaar kar
Nazar ko bekaraar kar nahin hoti

Idhar udhar pade kadam tu kar na gam
Na soch zindagi mein teraa rasta hai kya
Haan dekhta chala gayaa main zindagi ki raah mein
Ye chaand ki haseen shamma aaj tere haath hai
Kya baat hai badaa haseen saath hai haseen hoon main
Jawaan hai tu magar bataa kahaan hai tu jahaan hoon main
Wahaan to zindagi nashe mein choor hai
Saroor hi saroor hai teri nazar ka noor hai zara kareeb aa mere
Are apna bhi majboor hai aur tu bahot hi door hai
Dekhta chala gayaa main zindagi ki raah mein
Har koyi qadam qadam pe mast hai gunaahon mein
Tu bhi ek gunaah kar zindagi tabaah kar
Dekhta chala gayaa main zindagi ki raah mein

Suraahi jhoomne lage pyaali muskuraa pade
Suraahi jhoomne lage pyaali muskuraa pade
Pahunch gayee hoon aasmaan pe kis 
Tareh khade khade chal jhoothi
Yeh khwaab ya khayaal hai nahin nai
Ye jaam ka kamaal hai ye jaam ka kamaal hai
Ye cheez bemisaal hai bahot achche
Dekhta chala gayaa main zindagi ki raah mein
Har koyi qadam qadam pe mast hai gunaahon mein
Tu bhi ek gunaah kar ae dil kisi ki chaah kar
Dekhta chala gayaa main zindagi ki raah mein
La lalalla la la la lalla la la lalalla la la la lalla lala
                    

Lyrics by : Rajinder Krishan



Found Any mistake in Lyrics ? Please comment below in the Comment box.

FAQ about "Dekhta Chala Gaya Mai Zindagi Ki Raah Me" song

Question: Who is the singer of "Dekhta Chala Gaya Mai Zindagi Ki Raah Me" song?

Ans: "Dekhta Chala Gaya Mai Zindagi Ki Raah Me" song is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Johnny Walker.

Question: Who is the composer of "Dekhta Chala Gaya Mai Zindagi Ki Raah Me" song?

Ans: "Dekhta Chala Gaya Mai Zindagi Ki Raah Me" song music composed by Madan Mohan.

Question: Who is the lyricist of "Dekhta Chala Gaya Mai Zindagi Ki Raah Me" song?

Ans: Rajinder Krishan written the lyrics of "Dekhta Chala Gaya Mai Zindagi Ki Raah Me".

Question: What is the name of "Dekhta Chala Gaya Mai Zindagi Ki Raah Me" song movie?

Ans: "Dekhta Chala Gaya Mai Zindagi Ki Raah Me" song is from movie "Gateway Of India (1957)".

"Dekhta Chala Gaya Mai Zindagi Ki Raah Me" गाने के बारे में अक्सर पूछे जाने वाले प्रश्न

प्रश्न: "Dekhta Chala Gaya Mai Zindagi Ki Raah Me" गाने के गायक कौन हैं?

उत्तर: "Dekhta Chala Gaya Mai Zindagi Ki Raah Me" गाना Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Johnny Walker ने गाया है।

प्रश्न: "Dekhta Chala Gaya Mai Zindagi Ki Raah Me" गीत के संगीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Dekhta Chala Gaya Mai Zindagi Ki Raah Me" गीत का संगीत Madan Mohan द्वारा रचित है।

प्रश्न: "Dekhta Chala Gaya Mai Zindagi Ki Raah Me" गीत के गीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Dekhta Chala Gaya Mai Zindagi Ki Raah Me" के गीत Rajinder Krishan ने लिखे है।

प्रश्न: "Dekhta Chala Gaya Mai Zindagi Ki Raah Me" गाने वाली फिल्म का नाम क्या है?

उत्तर: "Dekhta Chala Gaya Mai Zindagi Ki Raah Me" गाना फिल्म "Gateway Of India (1957)" से है।

More songs you may like by singer Lata Mangeshkar

More songs you may like by singer Mohammed Rafi

More songs you may like by composer Madan Mohan

More songs you may like by lyricist Rajinder Krishan

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *