Songs# :

Chore Ki Tarah Chupke Chupke, Yaro Se Chhupa Ke Peete Hai lyrics in English, Hindi - Do Roti (1957) | Mohammed Rafi

Chore Ki Tarah Chupke Chupke, Yaro Se Chhupa Ke Peete Hai song is Bollywood, Hindi song from movie Do Roti (1957) sung by Mohammed Rafi. Chore Ki Tarah Chupke Chupke, Yaro Se Chhupa Ke Peete Hai lyrics of this song is penned down by Khumar Barabankwi while music of the song is given by Roshan.

Chore Ki Tarah Chupke Chupke, Yaro Se Chhupa Ke Peete Hai song details

Song : Chore Ki Tarah Chupke Chupke, Yaro Se Chhupa Ke Peete Hai
Movie : Do Roti (1957)
Singer(s) : Mohammed Rafi
Composer(s) : Roshan
Lyricist(s) : Khumar Barabankwi
Views: 17

Chore Ki Tarah Chupke Chupke, Yaro Se Chhupa Ke Peete Hai lyrics

Chore Ki Tarah Chupke Chupke, Yaro Se Chhupa Ke Peete Hai lyrics in

                        
Choro ki tarah chupke chupke tanhai me jake pite hai
Aise bhi hai pine wale jo yaro se chhupake
Are wah yaro se chhupake pite hai
Yaro se chhupake pite hai
Yaro se chhupake pite hai
Aise bhi hai pine wale jo yaro se chhupake
Hoye yaro se chhupake pite hai

Pine ka jab maza hai ke mahfil me aake pi
Sharmo hizab chhod nigahe mila ke pi
Achi nahi hai yaro se ye badgumaniya
La hath dosti ka badha muskura ke pi
Tanhai me pina kuch bhi nahi
Apne liye jina kuch bhi nahi
Milti hai jo hum dilwalo ko
Auro ko pilake pite hai
Aise bhi hai pine wale jo yaro se chhupake
Hoye yaro se chhupake pite hai
Yaro se chhupake pite hai

Jo tujhko pine se rokta hai 
Sharab pine se tokta hai
Use jaha ki khabar nahi hai 
Hakikato par najar nahi hai
Kisi se jhagda na kar piye ja
Hasi khushi sare din jiye ja
Hai do ghadi ye jindgani
Na jake aayegi fir jawani
Kaha na mera jo tune mana
Hasega ye sangdil jamana
Kisi se jhagda na kar piye ja
Hasi khushi sare din jiye ja

Le jam utha takrar na kar
Tujhko hai kasam inkar na kar
Duniya me jo himmatwale hai
Duniya me jo himmatwale hai duniya ko jalake
Duniya ko jalake pite hai
Choro ki tarah chupke chupke
Tanhai me jake pite hai
Aise bhi pine wale hai
Jo auro se chhupake pite hai
                    

Lyrics by : Khumar Barabankwi



Found Any mistake in Lyrics ? Please comment below in the Comment box.

FAQ about "Chore Ki Tarah Chupke Chupke, Yaro Se Chhupa Ke Peete Hai" song

Question: Who is the singer of "Chore Ki Tarah Chupke Chupke, Yaro Se Chhupa Ke Peete Hai" song?

Ans: "Chore Ki Tarah Chupke Chupke, Yaro Se Chhupa Ke Peete Hai" song is sung by Mohammed Rafi.

Question: Who is the composer of "Chore Ki Tarah Chupke Chupke, Yaro Se Chhupa Ke Peete Hai" song?

Ans: "Chore Ki Tarah Chupke Chupke, Yaro Se Chhupa Ke Peete Hai" song music composed by Roshan.

Question: Who is the lyricist of "Chore Ki Tarah Chupke Chupke, Yaro Se Chhupa Ke Peete Hai" song?

Ans: Khumar Barabankwi written the lyrics of "Chore Ki Tarah Chupke Chupke, Yaro Se Chhupa Ke Peete Hai".

Question: What is the name of "Chore Ki Tarah Chupke Chupke, Yaro Se Chhupa Ke Peete Hai" song movie?

Ans: "Chore Ki Tarah Chupke Chupke, Yaro Se Chhupa Ke Peete Hai" song is from movie "Do Roti (1957)".

"Chore Ki Tarah Chupke Chupke, Yaro Se Chhupa Ke Peete Hai" गाने के बारे में अक्सर पूछे जाने वाले प्रश्न

प्रश्न: "Chore Ki Tarah Chupke Chupke, Yaro Se Chhupa Ke Peete Hai" गाने के गायक कौन हैं?

उत्तर: "Chore Ki Tarah Chupke Chupke, Yaro Se Chhupa Ke Peete Hai" गाना Mohammed Rafi ने गाया है।

प्रश्न: "Chore Ki Tarah Chupke Chupke, Yaro Se Chhupa Ke Peete Hai" गीत के संगीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Chore Ki Tarah Chupke Chupke, Yaro Se Chhupa Ke Peete Hai" गीत का संगीत Roshan द्वारा रचित है।

प्रश्न: "Chore Ki Tarah Chupke Chupke, Yaro Se Chhupa Ke Peete Hai" गीत के गीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Chore Ki Tarah Chupke Chupke, Yaro Se Chhupa Ke Peete Hai" के गीत Khumar Barabankwi ने लिखे है।

प्रश्न: "Chore Ki Tarah Chupke Chupke, Yaro Se Chhupa Ke Peete Hai" गाने वाली फिल्म का नाम क्या है?

उत्तर: "Chore Ki Tarah Chupke Chupke, Yaro Se Chhupa Ke Peete Hai" गाना फिल्म "Do Roti (1957)" से है।

More songs you may like by singer Mohammed Rafi

More songs you may like by composer Roshan

More songs you may like by lyricist Khumar Barabankwi

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *