Songs# :

Bikhre Pade Hain Ghas Pe Ansoo lyrics in English, Hindi - Rubayee (1998) | Pankaj Udhas

Bikhre Pade Hain Ghas Pe Ansoo song is Album song from album Rubayee (1998) sung by Pankaj Udhas. Bikhre Pade Hain Ghas Pe Ansoo lyrics of this song is penned down by Zameer Kazmi while music of the song is given by Pankaj Udhas. Music label of this song is © Universal Music

Bikhre Pade Hain Ghas Pe Ansoo song details

Song : Bikhre Pade Hain Ghas Pe Ansoo
Album : Rubayee (1998)
Singer(s) : Pankaj Udhas
Composer(s) : Pankaj Udhas
Lyricist(s) : Zameer Kazmi
Genre(s) : Ghazal
Music Label(s) : © Universal Music
Views: 15

Bikhre Pade Hain Ghas Pe Ansoo lyrics

Bikhre Pade Hain Ghas Pe Ansoo lyrics in

                        
Patay hain naa muflis hi naa daulat waale
Pi kar jo maja lete hai kismat waale
Jo hosh ki daldal mein
Hai woh kya jaane
Iss par se kis par
Gaye matwaale

Duniya hai hawa,
Saara bharam hai saaki
Ek aag hai yeh umrr,
Aalam hai saaki
Pani ki tarah paak
Hain lekin ek din
Mil jaayenge mitti mein
Yeh gham hai saaki

Bhikhare pade hain
Ghaans pe aansoo samet le
Bhikhare pade hain
Ghaans pe aansoo samet le
Yeh chaandani kaa dukh hai
Magar too samet le
Bhikhare pade hain
Ghaans pe aansoo samet le

Raato ko tutate huye
Taaro kaa gham naa kar
Raato ko tutate huye
Taaro kaa gham naa kar
Raato ko tutate huye
Taaro kaa gham naa kar
Palako pe usaki yaad ke
Juganu samet le
Bhikhare pade hain
Ghaans pe aansoo samet le

Sab jagmagaate khaab
Phijan mein uchal de
Sab jagmagaate khaab
Phijan mein uchal de
Suraj ke ehtaram mein
Pehlu samet le
Bhikhare pade hain
Ghaans pe aansoo samet le

Kaali ghata ko khul ke barasna naseeb ho
Kaali ghata ko khul ke barasna naseeb ho
Kaali ghata ko khul ke barasna naseeb ho
Ya rab jamin ki pyaas agar too samet le
Bhikhare pade hain
Ghaans pe aansoo samet le
Yeh chaandani kaa dukh hai
Magar too samet le
Bhikhare pade hain
Ghaans pe aansoo samet le
Bhikhare pade hain
Ghaans pe aansoo samet le.
                    

Lyrics by : Zameer Kazmi



Found Any mistake in Lyrics ? Please comment below in the Comment box.

FAQ about "Bikhre Pade Hain Ghas Pe Ansoo" song

Question: Who is the singer of "Bikhre Pade Hain Ghas Pe Ansoo" song?

Ans: "Bikhre Pade Hain Ghas Pe Ansoo" song is sung by Pankaj Udhas.

Question: Who is the composer of "Bikhre Pade Hain Ghas Pe Ansoo" song?

Ans: "Bikhre Pade Hain Ghas Pe Ansoo" song music composed by Pankaj Udhas.

Question: Who is the lyricist of "Bikhre Pade Hain Ghas Pe Ansoo" song?

Ans: Zameer Kazmi written the lyrics of "Bikhre Pade Hain Ghas Pe Ansoo".

Question: What is the name of "Bikhre Pade Hain Ghas Pe Ansoo" song album?

Ans: "Bikhre Pade Hain Ghas Pe Ansoo" song is from album "Rubayee (1998)".

"Bikhre Pade Hain Ghas Pe Ansoo" गाने के बारे में अक्सर पूछे जाने वाले प्रश्न

प्रश्न: "Bikhre Pade Hain Ghas Pe Ansoo" गाने के गायक कौन हैं?

उत्तर: "Bikhre Pade Hain Ghas Pe Ansoo" गाना Pankaj Udhas ने गाया है।

प्रश्न: "Bikhre Pade Hain Ghas Pe Ansoo" गीत के संगीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Bikhre Pade Hain Ghas Pe Ansoo" गीत का संगीत Pankaj Udhas द्वारा रचित है।

प्रश्न: "Bikhre Pade Hain Ghas Pe Ansoo" गीत के गीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Bikhre Pade Hain Ghas Pe Ansoo" के गीत Zameer Kazmi ने लिखे है।

प्रश्न: "Bikhre Pade Hain Ghas Pe Ansoo" गाने वाली एल्बम का नाम क्या है?

उत्तर: "Bikhre Pade Hain Ghas Pe Ansoo" गाना एल्बम "Rubayee (1998)" से है।

More songs you may like by singer Pankaj Udhas

More songs you may like by composer Pankaj Udhas

More songs you may like by lyricist Zameer Kazmi

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *