Dil me kab se ye baat chupi thi jo aaj labo pe aayi Saiyan ke sang nata jod ke maine apni umariya gawai O bairi saiyan ki najariya zamane par ne dekhe Na dekhe wo hamri or O bairi saiyan ki najariya zamane par na dekhe Na dekhe wo hamri or O lagi bali si umariya O lagi bali si umariya thikane par na dekhe na dekhe wo hamri or Oye ram kasam oye more jugna ki kasam Oye ram kasam wo kaisi ghadi thi Aankh meri lag gayi usse aankh meri lag gayi usse Are meri bhi mat mari gayi jo mai iske palle pad gayi Haye haye mai iske palle pad gayi Bol ke boli mithi mithi luta re mora jiya Haye haye luta re mora jiya Bate karke badi badi mujhko bhi andar kiya Ha ha mujhko bhi andar kiya Ab kis thane me,ab kis thane me rapat likhau Saiyan mila kathor Na dekhe na dekhe wo hamri or na dekhe na dekhe wo hamri or O bairi saiya ki najariya zamane par Na dekhe na dekhe wo hamri or na dekhe na dekhe wo hamri or Are maine itna julm saha or saha na jaye Haye haye or saha na jaye Saiyan se to sasur hai acha saas ko sair karwaye Dekho saas ko sair karwaye Arre dekhe koi aake yahan beta hai budha or bap jawa Thanedar ki biwi banke mai badi pachtai haan haan mai badi pachtai Choro ki wo gardan pakde Pakde na mori kalai haan haan pakde na mori kalai Dil ki dil me rakh leti hu Baat nahi hai badhani haan haan bat nahi hai badhani Lekin mai chup nahi rahungi Mai madam asdani haan haan main madam asdani Ghar me mua baat kare na ghar me mua baat kare na Bhaad me jaye chor Na dekhe na dekhe wo hamri or na dekhe na dekhe wo hamri or O bairi saiya ki najariya jamane par Na dekhe na dekhe wo hamri or na dekhe na dekhe wo hamri or
Lyrics by : M G Hashmat
Bairi Saiyan Ki Nazariya Jamaane Par lyrics in English
,Bairi Saiyan Ki Nazariya Jamaane Par lyrics in Hindi
,Bairi Saiyan Ki Nazariya Jamaane Par song lyrics in Hindi
,Bairi Saiyan Ki Nazariya Jamaane Par song lyrics in English
,Bairi Saiyan Ki Nazariya Jamaane Par song lyrics by Kanchan
,Bairi Saiyan Ki Nazariya Jamaane Par song lyrics by Kalyanji Anandji
,Bairi Saiyan Ki Nazariya Jamaane Par song lyrics by M G Hashmat
,Found Any mistake in Lyrics ? Please comment below in the Comment box.
FAQ about "Bairi Saiyan Ki Nazariya Jamaane Par" song
Question: Who is the singer of "Bairi Saiyan Ki Nazariya Jamaane Par" song?
Ans: "Bairi Saiyan Ki Nazariya Jamaane Par" song is sung by Usha Timothy, Kanchan.
Question: Who is the composer of "Bairi Saiyan Ki Nazariya Jamaane Par" song?
Ans: "Bairi Saiyan Ki Nazariya Jamaane Par" song music composed by Kalyanji Anandji.
Question: Who is the lyricist of "Bairi Saiyan Ki Nazariya Jamaane Par" song?
Ans: M G Hashmat written the lyrics of "Bairi Saiyan Ki Nazariya Jamaane Par".
Question: What is the name of "Bairi Saiyan Ki Nazariya Jamaane Par" song movie?
Ans: "Bairi Saiyan Ki Nazariya Jamaane Par" song is from movie "Uljhan (1975)".
"Bairi Saiyan Ki Nazariya Jamaane Par" गाने के बारे में अक्सर पूछे जाने वाले प्रश्न
प्रश्न: "Bairi Saiyan Ki Nazariya Jamaane Par" गाने के गायक कौन हैं?
उत्तर: "Bairi Saiyan Ki Nazariya Jamaane Par" गाना Usha Timothy, Kanchan ने गाया है।
प्रश्न: "Bairi Saiyan Ki Nazariya Jamaane Par" गीत के संगीतकार कौन हैं?
उत्तर: "Bairi Saiyan Ki Nazariya Jamaane Par" गीत का संगीत Kalyanji Anandji द्वारा रचित है।
प्रश्न: "Bairi Saiyan Ki Nazariya Jamaane Par" गीत के गीतकार कौन हैं?
उत्तर: "Bairi Saiyan Ki Nazariya Jamaane Par" के गीत M G Hashmat ने लिखे है।
प्रश्न: "Bairi Saiyan Ki Nazariya Jamaane Par" गाने वाली फिल्म का नाम क्या है?
उत्तर: "Bairi Saiyan Ki Nazariya Jamaane Par" गाना फिल्म "Uljhan (1975)" से है।