Songs# :

Baap Gaye Thumri Aur Garbha Gaye Maiya lyrics in English, Hindi - Oonchi Haveli (1955) | Asha Bhosle | Mohammed Rafi

Baap Gaye Thumri Aur Garbha Gaye Maiya song is Bollywood, Hindi song from movie Oonchi Haveli (1955) sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. Baap Gaye Thumri Aur Garbha Gaye Maiya lyrics of this song is penned down by Bharat Vyas while music of the song is given by Shivram.

Baap Gaye Thumri Aur Garbha Gaye Maiya song details

Song : Baap Gaye Thumri Aur Garbha Gaye Maiya
Movie : Oonchi Haveli (1955)
Singer(s) : Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Composer(s) : Shivram
Lyricist(s) : Bharat Vyas
Views: 20

Baap Gaye Thumri Aur Garbha Gaye Maiya lyrics

Baap Gaye Thumri Aur Garbha Gaye Maiya lyrics in

                        
Baap gaaye thumari aur maa gaaye garbha 
Jab angana me raas rachaenge ruapiya 
Ye chandi ka kanhiya ho chhan chhan ruapiya
Bhabhi gaaye bhim parladi drupad gaaye bhaiya 
Jab angana me raas rachaenge ruapiya 
Ye chandi ka kanhiya ho chhan chhan ruapiya
Gol gol ye nagad narayan hove jiske pass 
Wo sare aalam ka baalam sab jan uske sath 
Ki duniya naak ragadti krduniya kaan pakadti 
Ki duniya jhuk jhuk kare salaam
Baabuji parnaam sahab ji salaam 
Seth ji ram ram ram ram 
Dekh ke sari duniya naache ta ta ta ta thaiya  
Jab angana me raas rachaenge ruapiya 
Ye chandi ka kanhiya ho chhan chhan ruapiya

Naram naram duniya laage jab garam garam ho jayb
Rupaiye ki jhankaar me bhaiya chup jate sab aeb 
Achcha zara dekh lo ek hai sabat ek hai gayab 
Ek khuli hai ek hu hu hu 
Jane saara gaanm inko jaane saara gaanm 
Par laxmi ki kripa se inka kamalnaian hai naam 
Are inka kamalnaian hai naam phuti hui hai khopadi 
Par baat hai inke rokadi safachat sab baal udd gaye ye 
Ganju ji ganjan hai paisa inki aankh ka anjan 
Daato ka manjan hai par jeb kare dham dham to 
Inka naam keshranjan hai inka naam keshranjan hai 
Ye kagaji jawaan seena taan ke khade hue 
Ye laxmi ki duniya me heere moti se zade hue  

Dehradun ke kartoos ye mahlo me rahte
Unchi haweli me rahte 
Isliye sab basti wale hstimal kahte 
Are inko hstimal kahte 
Ye murkh kahlaaye gyani ke fuhad kahlaaye raani 
Ki deepu kahlaaye daani ki ye sab rupye ki maaya
Arey bahi wah wah wah wah wah 
Besuri lugayi bhi kahlati hai suriya  
Jab angana me raas rachaenge ruapiya 
Ye chandi ka kanhiya ho chhan chhan ruapiya
                    

Lyrics by : Bharat Vyas



Found Any mistake in Lyrics ? Please comment below in the Comment box.

FAQ about "Baap Gaye Thumri Aur Garbha Gaye Maiya" song

Question: Who is the singer of "Baap Gaye Thumri Aur Garbha Gaye Maiya" song?

Ans: "Baap Gaye Thumri Aur Garbha Gaye Maiya" song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi.

Question: Who is the composer of "Baap Gaye Thumri Aur Garbha Gaye Maiya" song?

Ans: "Baap Gaye Thumri Aur Garbha Gaye Maiya" song music composed by Shivram.

Question: Who is the lyricist of "Baap Gaye Thumri Aur Garbha Gaye Maiya" song?

Ans: Bharat Vyas written the lyrics of "Baap Gaye Thumri Aur Garbha Gaye Maiya".

Question: What is the name of "Baap Gaye Thumri Aur Garbha Gaye Maiya" song movie?

Ans: "Baap Gaye Thumri Aur Garbha Gaye Maiya" song is from movie "Oonchi Haveli (1955)".

"Baap Gaye Thumri Aur Garbha Gaye Maiya" गाने के बारे में अक्सर पूछे जाने वाले प्रश्न

प्रश्न: "Baap Gaye Thumri Aur Garbha Gaye Maiya" गाने के गायक कौन हैं?

उत्तर: "Baap Gaye Thumri Aur Garbha Gaye Maiya" गाना Asha Bhosle, Mohammed Rafi ने गाया है।

प्रश्न: "Baap Gaye Thumri Aur Garbha Gaye Maiya" गीत के संगीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Baap Gaye Thumri Aur Garbha Gaye Maiya" गीत का संगीत Shivram द्वारा रचित है।

प्रश्न: "Baap Gaye Thumri Aur Garbha Gaye Maiya" गीत के गीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Baap Gaye Thumri Aur Garbha Gaye Maiya" के गीत Bharat Vyas ने लिखे है।

प्रश्न: "Baap Gaye Thumri Aur Garbha Gaye Maiya" गाने वाली फिल्म का नाम क्या है?

उत्तर: "Baap Gaye Thumri Aur Garbha Gaye Maiya" गाना फिल्म "Oonchi Haveli (1955)" से है।

More songs you may like by singer Asha Bhosle

More songs you may like by singer Mohammed Rafi

More songs you may like by composer Shivram

More songs you may like by lyricist Bharat Vyas

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *