Songs# :

Aaja Sare Bazar Tera Pyar Bik Raha Hai lyrics in English, Hindi - Alibaba Aur 40 Chor (1954) | Lata Mangeshkar

Aaja Sare Bazar Tera Pyar Bik Raha Hai song is Bollywood, Hindi song from movie Alibaba Aur 40 Chor (1954) sung by Lata Mangeshkar. Aaja Sare Bazar Tera Pyar Bik Raha Hai lyrics of this song is penned down by Anand Bakshi while music of the song is given by R D Burman.

Aaja Sare Bazar Tera Pyar Bik Raha Hai song details

Song : Aaja Sare Bazar Tera Pyar Bik Raha Hai
Movie : Alibaba Aur 40 Chor (1954)
Singer(s) : Lata Mangeshkar
Composer(s) : R D Burman
Lyricist(s) : Anand Bakshi
Views: 16

Aaja Sare Bazar Tera Pyar Bik Raha Hai lyrics

Aaja Sare Bazar Tera Pyar Bik Raha Hai lyrics in

                        
Aaja, aaja, aaja, aaja
Aaja sare bazar tera pyar bik raha hai
Aaja sare bazar tera pyar bik raha hai
Inkar bik raha hai, ikrar bik raha hai
Aaja sare bazar tera pyar bik raha hai
Inkar bik raha hai, ikrar bik raha hai

Rasme wafa jaha me badnam ho rahi hain 
Parda nashi hasina nilam ho rahi hain
Nilam ho rahi hain
Galiyon me aaj uska didar bik raha hai
Aaja sare bazar tera pyar bik raha hai
Inkar bik raha hai ikrar bik raha hai

Duniya meri wafa ki keemat laga rahi hai 
Meri jawa mohabbat aansu baha rahi hai
Aansu baha rahi hai
Ashqon se jo bana hai wo haar bik raha hai
Aaja sare bazar tera pyar bik raha hai
Inkar bik raha hai ikrar bik raha hai
Aaja sare bazar tera pyar bik raha hai

Ulfat me jisko dil ki har aaraju se seencha
Furkat ko jisko humne apne lahu se seencha
Apne lahu se seencha
Abke bahar me wo guljar bik raha hai
Aaja sare bazar tera pyar bik raha hai
Inkar bik raha hai ikrar bik raha hai
Aaja sare bazar tera pyar bik raha hai
Aaja, aaja, aaja, aaja, aaja, aaja
                    

Lyrics by : Anand Bakshi



Found Any mistake in Lyrics ? Please comment below in the Comment box.

FAQ about "Aaja Sare Bazar Tera Pyar Bik Raha Hai" song

Question: Who is the singer of "Aaja Sare Bazar Tera Pyar Bik Raha Hai" song?

Ans: "Aaja Sare Bazar Tera Pyar Bik Raha Hai" song is sung by Lata Mangeshkar.

Question: Who is the composer of "Aaja Sare Bazar Tera Pyar Bik Raha Hai" song?

Ans: "Aaja Sare Bazar Tera Pyar Bik Raha Hai" song music composed by R D Burman.

Question: Who is the lyricist of "Aaja Sare Bazar Tera Pyar Bik Raha Hai" song?

Ans: Anand Bakshi written the lyrics of "Aaja Sare Bazar Tera Pyar Bik Raha Hai".

Question: What is the name of "Aaja Sare Bazar Tera Pyar Bik Raha Hai" song movie?

Ans: "Aaja Sare Bazar Tera Pyar Bik Raha Hai" song is from movie "Alibaba Aur 40 Chor (1954)".

"Aaja Sare Bazar Tera Pyar Bik Raha Hai" गाने के बारे में अक्सर पूछे जाने वाले प्रश्न

प्रश्न: "Aaja Sare Bazar Tera Pyar Bik Raha Hai" गाने के गायक कौन हैं?

उत्तर: "Aaja Sare Bazar Tera Pyar Bik Raha Hai" गाना Lata Mangeshkar ने गाया है।

प्रश्न: "Aaja Sare Bazar Tera Pyar Bik Raha Hai" गीत के संगीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Aaja Sare Bazar Tera Pyar Bik Raha Hai" गीत का संगीत R D Burman द्वारा रचित है।

प्रश्न: "Aaja Sare Bazar Tera Pyar Bik Raha Hai" गीत के गीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Aaja Sare Bazar Tera Pyar Bik Raha Hai" के गीत Anand Bakshi ने लिखे है।

प्रश्न: "Aaja Sare Bazar Tera Pyar Bik Raha Hai" गाने वाली फिल्म का नाम क्या है?

उत्तर: "Aaja Sare Bazar Tera Pyar Bik Raha Hai" गाना फिल्म "Alibaba Aur 40 Chor (1954)" से है।

More songs you may like by singer Lata Mangeshkar

More songs you may like by composer R D Burman

More songs you may like by lyricist Anand Bakshi

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *