Songs# :

Aaj Raat Ka Scene lyrics in English, Hindi - Jazbaa (2015) | Badshah | Shraddha Pandit

Aaj Raat Ka Scene song is Bollywood, Hindi song from movie Jazbaa (2015) sung by Badshah, Shraddha Pandit. Aaj Raat Ka Scene lyrics of this song is penned down by Badshah while music of the song is given by Badshah.

Aaj Raat Ka Scene song details

Song : Aaj Raat Ka Scene
Movie : Jazbaa (2015)
Singer(s) : Badshah, Shraddha Pandit
Composer(s) : Badshah
Lyricist(s) : Badshah
Views: 12

Aaj Raat Ka Scene lyrics

Aaj Raat Ka Scene lyrics in

                        
Ghar ho rahi hoon bore
Tu lagaa le thoda zor
Disco mein nachne ka mann kare hardcore
Haan main daddy ko sula ke
Apni mummy ko pata ke
Aa jaaungi tujhse milne, dress mini wali paa ke
Jaanu kuch bhi tu kar, mujhe nahi rehna ghar
Baby mujhe mere ghar se utha le
Utha le utha le, mujhe mere ghar se utha le

Jaanu aaj raat ka scene bana le, jaanu scene bana le
Jaanu aaj raat ka scene bana le, it’s yo boy badshah

Gaadi main lagaunga tere ghar ke gate par
Thik 11:15 baje tu ho na jaiyo late par
Time waste na kariyo mera
Baby mujhko kaam bahot hai
Entry ka koi chakkar nahi
Tere yaar ka naam bahot hai
Dress wahi tu daal lio, jo dilwai thi b’day pe
Party ke baad baby chalenge apne adde pe
Wahan karenge fun!, teri friendein bhi bula lenge
Tu gaadi mein to beth ja baby, scene bhi bana lenge

Kis se tu sharma rahi hai
Scene chalenge khullam khulle, jinka zor nahi chalta
Baby unko phad ke leke gye thulle
Police ki tension mat lio, minister apna bhai hai
Jo naako pe khade hain, inki bharti maine karaai hai

Aane waale hain exam, bas aaj ki shaam
Agle weekend main busy hoon, hai mujhe kuch kaam
Aane waale hain exam, bas aaj ki shaam
Agle weekend main busy hoon, hai mujhe kuch kaam
Baithi hoke excite, baby aaj ki night
Mujhko tu bas club mein ghusa de
Mujhko tu bas club mein ghusa de

Jaanu jaanu jaanu
Aaj raat ka scene bana le
Scene bana le, scene bana le
Scene bana le, aaj raat ka scene bana le
Jaanu scene bana le, scene bana le
Jaanu scene bana le
Aaj raat ka scene bana le, it’s yo boy badshah
                    

Lyrics by : Badshah



Found Any mistake in Lyrics ? Please comment below in the Comment box.

FAQ about "Aaj Raat Ka Scene" song

Question: Who is the singer of "Aaj Raat Ka Scene" song?

Ans: "Aaj Raat Ka Scene" song is sung by Badshah, Shraddha Pandit.

Question: Who is the composer of "Aaj Raat Ka Scene" song?

Ans: "Aaj Raat Ka Scene" song music composed by Badshah.

Question: Who is the lyricist of "Aaj Raat Ka Scene" song?

Ans: Badshah written the lyrics of "Aaj Raat Ka Scene".

Question: What is the name of "Aaj Raat Ka Scene" song movie?

Ans: "Aaj Raat Ka Scene" song is from movie "Jazbaa (2015)".

"Aaj Raat Ka Scene" गाने के बारे में अक्सर पूछे जाने वाले प्रश्न

प्रश्न: "Aaj Raat Ka Scene" गाने के गायक कौन हैं?

उत्तर: "Aaj Raat Ka Scene" गाना Badshah, Shraddha Pandit ने गाया है।

प्रश्न: "Aaj Raat Ka Scene" गीत के संगीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Aaj Raat Ka Scene" गीत का संगीत Badshah द्वारा रचित है।

प्रश्न: "Aaj Raat Ka Scene" गीत के गीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Aaj Raat Ka Scene" के गीत Badshah ने लिखे है।

प्रश्न: "Aaj Raat Ka Scene" गाने वाली फिल्म का नाम क्या है?

उत्तर: "Aaj Raat Ka Scene" गाना फिल्म "Jazbaa (2015)" से है।

More songs you may like by singer Badshah

More songs you may like by singer Shraddha Pandit

More songs you may like by composer Badshah

More songs you may like by lyricist Badshah

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *