Songs# :

Aai Kisi Ki Yaad To lyrics in English, Hindi - Lafange (1975) | Asha Bhosle | Manna Dey

Aai Kisi Ki Yaad To song is Bollywood, Hindi song from movie Lafange (1975) sung by Asha Bhosle, Manna Dey. Aai Kisi Ki Yaad To lyrics of this song is penned down by Anand Bakshi while music of the song is given by Laxmikant Pyarelal.

Aai Kisi Ki Yaad To song details

Song : Aai Kisi Ki Yaad To
Movie : Lafange (1975)
Singer(s) : Asha Bhosle, Manna Dey
Composer(s) : Laxmikant Pyarelal
Lyricist(s) : Anand Bakshi
Views: 13

Aai Kisi Ki Yaad To lyrics

Aai Kisi Ki Yaad To lyrics in

                        
Kisi ki aarju me hum badi mushkil me aaye hai
Kisi ki justju me hum teri mahfil me aaye hai 
Aai kisi ki yad to arma machal pade 
Aai kisi ki yad to arma machal pade 
Aai kisi ki yad to arma machal pade 
Ha ha arma machal pade aahe va arma machal pade
Hum yar ki talash me ghar se nikal pade 
Hum yar ki talash me ghar se nikal pade 
Aai kisi ki yad to arma machal pade 

Chodiye justju kijiye aarju 
Chodiye justju kijiye aarju 
Kya hasi mai nahi mahjabi mai nahi 
Mai mohabbaat karu koi khidmat karu 
Hukm to dijiye yad to kijiye 
Hukm to dijiye yad to kijiye 
Dekhiye fir jara ye najar ye ada 
Gair se kam nahi bewafa hum nahi 
Hum nahi bewafa hum nahi 
Ha shukriya janeja tu kaha vo kaha 
Tu hasi hai magar mahjabi hai magar 
Vo bahut khub hai mera mahbub hai 
Vo bahut khub hai mera mahbub hai 
Dil machal jayega teer chal jayega 
Ye navajish na kar dekh sajish na kar
Baat hi baat me bijli ki raat me bijli ki raat me 
Bujhte huye chirag fir yado ke jal pade 
Bujhte huye chirag fir yado ke jal pade 
Hum yar ki talash me ghar se nikal pade 

Kya hai uska pata puch lo rasta 
Kya hai uska pata puch lo rasta 
Vo chupa hai yahi is shahar me kahi 
Ye nishani hai kya ye kahani hai kya 
Tu samjh jayegi to ulajh jayegi 
Tu samjh jayegi to ulajh jayegi 
Ek uljhan ho tum apne dushman ho tum 
Baat kuch aur hai dil pe kya jor hai 
Dil pe kya jor hai jor hai dil pe kya jor hai
Dur tak jaoge tum bhatak jaoge 
Shouke dil kam na kar tu mera gam na kar 
Banke mere sajan tod do ye kasam 
Banke mere sajan tod do ye kasam 
Dil ko ai diruba buzdili na sikha 
Dil to nadan hai ishk asan hai 
Lakh mushkil sahi dur manjil sahi dur manjil sahi 
Pahunche kahi jarur jo raste pe chal pade 
Pahunche kahi jarur jo raste pe chal pade 
Ha hum yar ki talash me ghar se nikal pade 
Ha ha ghar se nikal pade aahe va ghar se nikal pade 
Aai kisi ki yad to arma machal pade 
Aai kisi ki yad to arma machal pade 
Aai kisi ki yad to arma machal pade 
Aai kisi ki yad to arma machal pade
                    

Lyrics by : Anand Bakshi



Found Any mistake in Lyrics ? Please comment below in the Comment box.

FAQ about "Aai Kisi Ki Yaad To" song

Question: Who is the singer of "Aai Kisi Ki Yaad To" song?

Ans: "Aai Kisi Ki Yaad To" song is sung by Asha Bhosle, Manna Dey.

Question: Who is the composer of "Aai Kisi Ki Yaad To" song?

Ans: "Aai Kisi Ki Yaad To" song music composed by Laxmikant Pyarelal.

Question: Who is the lyricist of "Aai Kisi Ki Yaad To" song?

Ans: Anand Bakshi written the lyrics of "Aai Kisi Ki Yaad To".

Question: What is the name of "Aai Kisi Ki Yaad To" song movie?

Ans: "Aai Kisi Ki Yaad To" song is from movie "Lafange (1975)".

"Aai Kisi Ki Yaad To" गाने के बारे में अक्सर पूछे जाने वाले प्रश्न

प्रश्न: "Aai Kisi Ki Yaad To" गाने के गायक कौन हैं?

उत्तर: "Aai Kisi Ki Yaad To" गाना Asha Bhosle, Manna Dey ने गाया है।

प्रश्न: "Aai Kisi Ki Yaad To" गीत के संगीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Aai Kisi Ki Yaad To" गीत का संगीत Laxmikant Pyarelal द्वारा रचित है।

प्रश्न: "Aai Kisi Ki Yaad To" गीत के गीतकार कौन हैं?

उत्तर: "Aai Kisi Ki Yaad To" के गीत Anand Bakshi ने लिखे है।

प्रश्न: "Aai Kisi Ki Yaad To" गाने वाली फिल्म का नाम क्या है?

उत्तर: "Aai Kisi Ki Yaad To" गाना फिल्म "Lafange (1975)" से है।

More songs you may like by singer Asha Bhosle

More songs you may like by singer Manna Dey

More songs you may like by composer Laxmikant Pyarelal

More songs you may like by lyricist Anand Bakshi

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *