Kuch naik kam kar ja duniya me nam kar ja Marne ke bad ka bhi kuch intzam kar ja Kuch naik kam kar ja duniya me nam kar ja Marne ke bad ka bhi kuch intzam kar ja Kuch naik kam kar ja duniya me nam kar ja Miti ka tu hai putala ye jism tera pani Tu to nahi rahega rah jayegi kahani Tu apne dastane duniya me aam kar ja Kuch naik kam kar ja duniya me nam kar ja Humdard sabka banke insaniyat dikha ja Jo bhi tujhe pukare uske hi kam aa ja Sabki duvaye le ja sabko salam kar ja Kuch naik kam kar ja duniya me nam kar ja Sabse badi ibadat logo ke kam aana Khud bhukh sah ke dekh bhukho ko apna khana Do din ki zindagi ki to yuhi tamam kar ja Kuch naik kam kar ja duniya me nam kar ja Hai mot teri manjil aur zindagi safar hai Tute na dil kisi ka har dil khuda ka ghar hai Bando ki uspe khidmat tu subha sham kar ja Kuch naik kam kar ja duniya me nam kar ja Marne ke bad ka bhi kuch intzam kar ja
Lyrics by : Shewan Rizvi
Kuch Naik Kaam Kar Ja, Duniya Me Naam Kar Ja lyrics in English
,Kuch Naik Kaam Kar Ja, Duniya Me Naam Kar Ja lyrics in Hindi
,Kuch Naik Kaam Kar Ja, Duniya Me Naam Kar Ja song lyrics in Hindi
,Kuch Naik Kaam Kar Ja, Duniya Me Naam Kar Ja song lyrics in English
,Kuch Naik Kaam Kar Ja, Duniya Me Naam Kar Ja song lyrics by Mohammed Rafi
,Kuch Naik Kaam Kar Ja, Duniya Me Naam Kar Ja song lyrics by S N Tripathi
,Kuch Naik Kaam Kar Ja, Duniya Me Naam Kar Ja song lyrics by Shewan Rizvi
,Found Any mistake in Lyrics ? Please comment below in the Comment box.
FAQ about "Kuch Naik Kaam Kar Ja, Duniya Me Naam Kar Ja" song
Question: Who is the singer of "Kuch Naik Kaam Kar Ja, Duniya Me Naam Kar Ja" song?
Ans: "Kuch Naik Kaam Kar Ja, Duniya Me Naam Kar Ja" song is sung by Mohammed Rafi.
Question: Who is the composer of "Kuch Naik Kaam Kar Ja, Duniya Me Naam Kar Ja" song?
Ans: "Kuch Naik Kaam Kar Ja, Duniya Me Naam Kar Ja" song music composed by S N Tripathi.
Question: Who is the lyricist of "Kuch Naik Kaam Kar Ja, Duniya Me Naam Kar Ja" song?
Ans: Shewan Rizvi written the lyrics of "Kuch Naik Kaam Kar Ja, Duniya Me Naam Kar Ja".
Question: What is the name of "Kuch Naik Kaam Kar Ja, Duniya Me Naam Kar Ja" song movie?
Ans: "Kuch Naik Kaam Kar Ja, Duniya Me Naam Kar Ja" song is from movie "Khuda Ka Banda (1957)".
"Kuch Naik Kaam Kar Ja, Duniya Me Naam Kar Ja" गाने के बारे में अक्सर पूछे जाने वाले प्रश्न
प्रश्न: "Kuch Naik Kaam Kar Ja, Duniya Me Naam Kar Ja" गाने के गायक कौन हैं?
उत्तर: "Kuch Naik Kaam Kar Ja, Duniya Me Naam Kar Ja" गाना Mohammed Rafi ने गाया है।
प्रश्न: "Kuch Naik Kaam Kar Ja, Duniya Me Naam Kar Ja" गीत के संगीतकार कौन हैं?
उत्तर: "Kuch Naik Kaam Kar Ja, Duniya Me Naam Kar Ja" गीत का संगीत S N Tripathi द्वारा रचित है।
प्रश्न: "Kuch Naik Kaam Kar Ja, Duniya Me Naam Kar Ja" गीत के गीतकार कौन हैं?
उत्तर: "Kuch Naik Kaam Kar Ja, Duniya Me Naam Kar Ja" के गीत Shewan Rizvi ने लिखे है।
प्रश्न: "Kuch Naik Kaam Kar Ja, Duniya Me Naam Kar Ja" गाने वाली फिल्म का नाम क्या है?
उत्तर: "Kuch Naik Kaam Kar Ja, Duniya Me Naam Kar Ja" गाना फिल्म "Khuda Ka Banda (1957)" से है।